Number of trade or order?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Number of trade or order?
    Mery khayal mn hamsha aik he pair py aik he trade lagni ziada bahtar hai ziada pair py ziada trade lagny sy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
    Mery khayal mn hamsha aik he pair py aik he trade lagni ziada bahtar hai ziada pair py ziada trade lagny sy
    Main pki baat sy agree krt hon laikin gr hamin market k trebd ki smjh arhai hai to ham usi pair ya commodity main ziada trades bhi open kr skty hain is main mujhe koi issue nahi lgta or ham ziada bonus bhi bna skty hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Bhai jan apki bat thk ha keh ap ko agr confirm ha aur aur confidence ha to kr skty hain is main koi issue ni ha aur more over is main phr apki earning bhi kafi had tak barh skti ha magar confirm ko kren. Thanks to all my Forex friends
      • #4 Collapse

        Absolutely bahi aik pair ko follow kar kay phir us ko achi tarha samjhin uske movement ko dekihn aur us par he trade lagain mery zaati khayal se to 3 pairs se zayda pairs par trading nahi karna chahey.
        • #5 Collapse

          Gee haan bhai aap ki baat bilkul theek hai hamesha aik waqt mein aik hi trade open karain chahae woh kisi bhi pair mein ho aik se zayada posts open karnay per aap ka free margin mam ho jata hai jis se accou t wash ho sakta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            agar hum forex trading main theak say time dai kar seekh kar earning karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karty huway he ka karnay main faida hota hay esmain humay lalach nahi karna chahiey lalach main loss he hota hay

            اب آن لائن

            Working...
            X