self confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    self confidence
    Assalam o aliekum respected members successful traders ki ek adat hoti hy k wo self confident hoty hn ar dosron ki ray se guraze krtt hn hamen chahye k hm is strategy ko apna len. Ek acha analysis kr k usi py trade kren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jab tak dost ap khud forex ko learn nahe krean gay tab tak app forex main aik kamyaab trader na ban sgty hain app apni strategy bnain us ko demo main 1 say 2 month practice krean our jab successful ho jaey to pher real main apply ker k app us say acha profit earn ker sagty hain
    • #3 Collapse

      Self confidence aik aisi cheez ha jo khud main ni a jata is ko hasil krny k lia apko sbh se pehly training aur hard work ki bht zaroorat hoti ha. Otherwise yeh bnday main itna easily ni a sakta so try to hard work and continue your training. Thanks
      • #4 Collapse

        Trader main self confidence ka hona bahat zarori hota hai agr confidence ba ho tu wo kbi bhi dair pa trading nai kar skta .confidence se hi agay barh ja skta hai is ley khod main confidence paida karen.
        • #5 Collapse

          Forex trading mein self confidence successful trading k liey bahot important factor hy jo k kisi bhi trader mein itni jaldi nhi aata is mein thora time lagta hy aur ye experience k saath saath barhta hy keun k real trading mein jb Kisi trader ko loss hota hy to uska confidence loose ho jata hy aur iski sb sy barri wajah trader ka apny emotions py control na hona hota hy
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Dear brother aap ne bilkul theek kaha hai trading mein confident hona bahut zaroori hai agar aap confident nahin hoon gay tou aap hameesha.double minded hi rehain gay aap ap y trade ko manage nahin kar payain gay

            اب آن لائن

            Working...
            X