free nargin kitna ho chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    free nargin kitna ho chahie
    Tarding mn har kisi ka apna apna experience hota ha mere khayal mn ap ka free margin ap k trade jo ap ne lagaya hoya ha us se 3 guna bara hona chahie kyn k agar ap k pas free margin bara ho ga tu ap ka tarde safe rehne ka chance ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul ap ny baja farmaya bhai lekin mn thora sa add krna chaun ga k ye jo ap ny limite btai hy na free margin ki ye minimum honi chaye.
    • #3 Collapse

      yah app ki baat theek hai dost jab app ka free margin app k pass kafi ho ga to pher app us main acha profit easily or tension free ho k earn ker pain gay ap ko us main ache success milay ge our app kamyaab trader ban pain gay
      • #4 Collapse

        Bhai ap ke bat sahe hy free margin jitna ziada ho ga utna he hamary liye behtar hy kiun k ziada free margin sy hamara account wash gony k chances kafi kam ho jaty hen and hamary pas aik chance b hota hy k aik trade ka doran ham dosri trade b open kar sakty hen
        • #5 Collapse

          aslam o alikoum dear jitna aap lot size user krain utna balkay us say zeada aaap ka margin hona chahiay
          • #6 Collapse

            Trade lgany se pehle trader kp chayevkecapny free margin ko check kare agr us ka free margin km ho raha ho tu trade na lagein loun jb ap kacfree margim lm ho ga tu ap ko trading main problem a skte hein in se bachnybke let apny free margin par nazar rakhein aur is ko 3 se 4 guna rakhein tahke mushkil waqat main bacha ja sky
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Gee haan bhai aap ne free margin kay baray mein bahut achi baat ki hai aur free margin ka zayada hona bahut zarrori hai aur yeh bhi maney management ka hi aik part bai kyun kay trade lagatay waqt aap ne inn ko manage karna hota hai

              اب آن لائن

              Working...
              X