forex me khuwab na dekhen mehnat karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me khuwab na dekhen mehnat karen
    mene akser ye dekha hai k trading me log zada tar khuwab dekhne lag jate hain k hum es system se foran he ameer ban jayngay or apni life set krlengay han je bilkul me ye manta hu k trading me bilkul asa possible hai layken us k lia apko kafi mehnat krni paregi or time dena hoga mehnat se
    khuwabon se ap nikal jao or real me trading par mehnat kro or apni life ko badlo doston.

    post achi or mayari lage hai to thanks and replay kren
    shukreya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Koi bhi bussiness main big profit k lia mehnat ha na k jhooty khawab. Forex trading main apki mehnat aur apki training bht matter krti ha other waise baithy baithy to koi itna Khuwab ki bunyaad pa profit ni la sakta. Thanks dear friends
    • #3 Collapse

      Dear forex member aap ne bilkul theek kaha hai khawaboun ki duniya mein rehnay waloun ne kabhi kamyaabi hasil nahin ki kamyaab hameesha wohi shaks hua hai jis e practically kuch kar kay dekhiya jis ne mehnat ki
      • #4 Collapse

        Forex me trading k liey apka experience aur patience required hota hai khawb ni chaltey yahan pe. Is me mehnat darkar hoti hai. Jitni mehnat ho gi utna ziada profit earn ker saktey hain.
        • #5 Collapse

          Is qoum ka husan yehi tou hey k kuch log tou so rahy hn aou kuch jagty mn khwab daikhty hn.
          • #6 Collapse

            Assalamu alaikum bhai aap bilkul theek kar rahe hai hame Forex may Khwab nahi dekhna chahiye bal ke Main To kar ke kaam karna chahiye Agar Insan Forex mai khuab dekhne Lag Jaye Toh isme isko bahut jyada nuksaan khanapar sakta hai isliye Mera Tu Mashwara ja ke Insaan apni mehanat kare aur market ki up and down Dekhkar trading kare
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agar hum fore trading main khwab daikhy gay to enko pura karnay kay liey humay mehnat bhi achi karni chahiey kyun keh bina mehnat kay market main achi earning nahi kar sakty so humay chahiey keh money managemnet karty huway he kam karnay main faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay

              اب آن لائن

              Working...
              X