After loss ham kes ko blame karty hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    After loss ham kes ko blame karty hey?
    trading me big loss ya account wash hony key bad hamy kesi or ko blame nahi karna chaye, loss hamary greed, emotions, market me wrong time trades open karna, yahi wo mistakes hoti hay jo ham bar bar karty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han dear aapnae sahe kahaa hmain apni ghaltiyon ka malba dosron pe nahi dalna chahey aur khud apni ghltiyon se seekhna chahey. Trades ko us wakat tak open nahe karna chahhy jis wakt tak 80 feesad TP hit karny ka chance na ho. Jab tp hit ho jaay to us pair ko kuch din ya ghnty chor kar observe karna chahey.
    • #3 Collapse

      han je bilkul kise or ko blame krne se kuch ni hoga hume chahe k hum shoor machanay k bajaye ya phir dil me dukh krne k bajaye or achay azam se aye market me or apni mistakes ko again repeat na karen or sekh kr phir kaam kren phir ap fail ni hongay.
      • #4 Collapse

        dear brother forex trading mn loss kay bad agar to ham wise hn to hamen khud ko he blame karna chahye, because trading mn loss hamari apni ghalti ke waja say hota hay, but agar ham kici bhi doosri ya teesri party ko blame karen gy to wo ghalat ho ga
        • #5 Collapse

          Bahi forex mn loss ka zumy dar insan khud hi hota hy q k trading ap khud kr rhy hoty hn is ki wja ye ho skti hy k ap ny greeding ki ho r nuksan uthaya ho.
          • #6 Collapse

            jee bhai aap k bar thek hai loss to in mistake ki waja sy he hota hai but zuada trader broker ko blame krty hain hum ko khod dakhna chaye k hum ny khan pr konse mistake ki hai or loss hwa hai ta k hum o's mistake ko phir sy na krin to he hum us jo sekhty hain
            • #7 Collapse

              bhia agar apne account kisi ko manage krne k lie da hota hn to ap oski ko blame krtey hn ay kisi se signal letey hn to osko blance krtey h elkin khud analyssi krteyhn to apani mistake find out krtey hn jo ke achi baat hn aur aesa hi sab traderk o krna chaiye take ap khdu agge ja kr os mistake ko repeat na kr sako :)
              • #8 Collapse

                Dear forex member aap ki baat bilkul theek hai hum forex mein aik bara loss karnay kay baad kisi ko blame kar bhi nahin saktay kyun kay trade hum ne khud se analysis kar kay lagai thi aur agar loss ho gaya tou iss mein kisi doosray ka tou koi qasoor nahin
                • #9 Collapse

                  agar humay market main loss ho raha hay to es waja say humay pareshan nahi hona chahiey agar hum esmain loss ki reasin ko kill kar kay trading karnay main he faida hota hay es business main khoob time dainay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                  • #10 Collapse

                    Agar Hamein Forex trading se bahut jyada loss hota hai to hum Excel for its volume volume kohi complain karte hain aur Prem Karte Hain ke nahi Humse Hamara Kaisa Cheen liya hai aur Hamare Sath rehti hai Jab Ke aise nahi hota Hum Apna order Kudi Lagate hai aur koi fayda ya nuksan Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      G han bro ap ny thek kaha ha loss k sirf or sirf zimadar hm khud hain ye hamari greed emotions hoty hain jo hamain lalach me la kr hamara account wash krwa dety hain
                      • #12 Collapse

                        Je bhai apne thek kaha after loss hamen kisi ko blame nahi krna chahie kion k ye hamari apni ghalat planning ki waja se aese hota he aese moqe per sabar ka muzahira kren or next achi planing kren.
                        • #13 Collapse

                          G haan dear apki bat say me 100 percent agree krta hun ziyada tar trader big loss ya account wash k bad broker ya forex ko blame krtay hain jo bil kul ghalt ha loss un k apnay greed aur ghalt order place krnay ki vja say hotay hain so hmain chaheay k apnay emotions pay control krain aur greed say avoid krain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            bilkul g Forex trading main trading k doran agar hem ko apni ghltio Sy loss ho jata hy to hem ko chahiy k hm apni ghltio ko sahee karain na k forex trading k business ko bura bhla kahain kio k jab ap ko loss hota hy to baqi bahuut ziada logo ko forex trading sy profit bi aata hy to is liy apko chahiy k ap forex trading main trading sy pehly technical aur fundamental annylsis zaroor kr Lia kro ta k ap ko forex trading main loss ni ho

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X