"can you really trade without emotions..?Agree or not Agree"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    g bhai forex trading mien apko chahiye ke ap is mein apne emotions ko control karen aur is mein ap kabhi bhi painc nahi hon isko ap sahi se seekhen aur is mein ap apne andar tradig skills ko develop karsakte hian.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      agar hum emotion ki zad main aa kar trading karen gy to market main loss kar sakty hay so humay chahiey keh emotions ki zad main aye bgair trading karen tab he hum market main theak say earning kar sakty hay
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #93 Collapse

        Bina emotions or greedy ho kr trading krna hi better rhta hai Q k agr in cheezo ko trading mai involve kiya jaye to hmesha trader ko loss hi hota hai lakin agr ignore krtay huway trading ki jaye to yakeenan trader profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai or trading say benefits b hasil kr skta hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #94 Collapse

          Dekhain emotions to sub key sath hotey hain lekan hamain emotions ko aik had tak hi use krna chaheye aur positive direction main use krna chaheye. Lekan agar aap emotional ho kar wrong decision lena shuroo kr dain to yeh aap ki trading key leye buhat dangerous ho jata hy, is leye kaha jata hy keh emotions ko business main jaga na dain.
          • #95 Collapse

            waisy to daer ham fully toor per accept karty hai k emotion are very dangerious per koi banda b emotion k baghair tradinng nahe kar skta . q k asal main emotion ka pta us time nahe chilta jab ap ka order profit main ja raha ho balky pta us time lgata hai jab ap ka order market k a gainst ja raha ho
            • #96 Collapse

              Dear m ap sy agree karta hon k forex trading m sab sy khatar nak chez emotional hona ha hum emotion m aa k both loss karwa daty han is lay jab trading karni ho to emotional na ho apny ap ko control m rakh k trading karny
              Be safe .its a dangerous market out there...:D
              • #97 Collapse

                han iss main to koi shak wali bat nahin hai,koi bhi aisi cheez jis kii insann life main tawaqqo na karr raha hou and achhanak se usaay wo chez face kerni parr jae to us main pareshani to hoti hai and phir kissi bhi busisness main loss shok tou lagta hai na
                • #98 Collapse

                  without emotions forex man kaam kerna possible nae hai. emotions tu hotay hain bus trader to trader very kerta hai k wu kis direction man emotions ku lay ker jata hai ya emotions trader ku kis simt man lay jaty hain.
                  • #99 Collapse

                    Gee mery bhai him es market mai emotion ko control kr sakty hai. Likan es ky lye him Kobe's market ki learning aur experience hasil krna hai. Tou him es market mai asaani say emotion ko controls Jr sakty ho.
                     
                    • #100 Collapse

                      gee haan bhai hmein apne trading mein emotional trading nhe krne he aur hmein apne trading mein acha kam krna he aur apne trading mein market ke trend ke sath chl kr apne trading krne he aur apne trading mein hero banana he zero nhe
                      • #101 Collapse

                        Agar aap ney emotional hona hy to learning key leye hon, practice key leye hon, jis ka aap ko faida bhi ho ga lekan agar aap ziada profit key leye emotional hon gey ya phir loss ki waja sey emotional ho jayen gey to is sey aap ko faida ki bajaye loss hi ho sakta hy aur aap kabhi bhi successful trader nahi ban saktey.
                        • #102 Collapse

                          Apbka thread acha hai. Mery khaysl say emotion ky begar trade open krna bohat muskil hai. Es ky lye hum ko hard eork aur trebd ko follow krna hai. Tou hum es,market mai begar emtion ky kam krsakty hai
                          • #103 Collapse

                            Totally agree with you ky main apni trade ko without emotions ky continue kerta hun jesy ky main apni trade main stop loss aur take profit select ker ky chor deta hun so mujhy apni trade ko continue kerny main kon problem nehi hota jesy ky main forex main part time trade ker raha hun tou its best stretigy for me
                            • #104 Collapse

                              humain is main apny emotions ko kabo kar kay achy say kam karna ho ga jis ay humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain greed ko avoid kar kay achy say kam karna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                me tu apki is bat ko 100 percent agree katrta ho kay trader ko always tarde without emotional ho kay i karna chaiy jsis ay tarder ko kabhi bi ost nai hota hai aur wo is surat hall e aika cah faisla bi karta hai yehi aika chi deal ho gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X