jo haar ni manta wo he kameyab hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jo haar ni manta wo he kameyab hota hai
    jo haar ni manta wo he kameyab hota hai
    mera matlab es se ye hai k dekhen trading me akser hume loss ko bhi face krna parta hai or jo bhi insan haar ni manta hai to wo he kameyab hota hai or loss jab ata hai to akser log dis heart hokr trading chor dete hain or wo apni zindagi badalne ka chance kho dete hain es lia ap heemat se kaam lain or apne ander profit and loss dono ko face krne ki bardasht bhi rakhen.

    BEST OF LUCK
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ki baat bilkul theek hai insaan ko kabhi bhi har nahin manni chahyea kyun kay yeh maayousi hai ya phir uss shaks mein jeet ka jazba hi nahin hai yani uss ka morale down hai himat karain aur kamyabi kay peechay dorain
    • #3 Collapse

      Business main up aur down ki wjh se har maan lena aur business ko darmian main chor dena achy aur educated business man ko zib nai deta koum le jb ap kisi cheez ko bich maim chot dety hein tu apko usy start karny main jitni bhi mehnat aur investment lgi hoti hai wo tu sb se pehle apko khoni parti hai aur os doran jo ap nay time lagia hota hai wo bhi apka zaia ho jata hai aur ap ke hath kuch bhi nai ata is ley kis cheez ko bhi aik bar start kar lein usy pia e takmeel tak le kar jeinapni mehnat aur lagan jari rakheim Allah pak madad farmein gy
      • #4 Collapse

        aap ki baat sahi hay agar hum forex trading main money management karty huway kam karen gay to he hum esmain kamyab ho sakty hay es business main humay loss ho jaye to es waja say pareshan nahi hona chahiey balkeh humay note karna chahiey kis galti ki waja say humay market main loss ka samna karna para hay aur us ko humay theak karna chaheiy
        • #5 Collapse

          forex trading main agar hum kamyab hona chahty hay to eskay liey humay money management karni chahiey kyun keh esmain agar hum mehnat karen gay to he achi earning kar sakty hay es business main lalach bhi nahi karna cahhiey kyun keh lalach kay chakar main market man loss he hota hay
          • #6 Collapse

            Forex ki market main humain profit bi hota hai or loss bi hota hai humain har nae manani chaiye agr hum har man lete hian to humain Forex ki market main kabi kamyabi nae ho gi Forex ki market se.
            :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
            Thanks in Advance
            • #7 Collapse

              G bhai very good har aur jeet is a part of life ais waja sy apna dill chota mat kia krain Allah py yaqeen rakha kro kamyabi ap ki ho gi at the end
              • #8 Collapse

                Ji haan Agar aapko trading karte waqt Jada nuksan hota hai to aap kabhi bhi Haar Nahi Mane Kyun Ke Jo Haar nahi mante Unhe Jyada nuksaan toh Hota Hai lekin Jyada fayda bhi Hota Hai the Bebo Ek acche trader Ban sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Forex trading main trading sy wohi trader kamyab hota hy jisko hosla hota hy koi bi sort e hal ho ,chat profit ho chahy loss ho per aik bat k agar AP Forex trading k business Sy aik hi din main matlab rato rat Ameer hony ka socho gy to apko trading main loss ho Jay ga jis sy apko preshani ho sakti hy to Forex trading main hamesha positive raho aur is main kamyab hony ki hi umeed rakho

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X