Intraday ya swing trading kon c best hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Intraday ya swing trading kon c best hy?
    Dear members kon c trading humeray leay best jo k hum h1 ya h4 main kerty hain intraday khelati hy wo theek hy ya jo hum swing trading kerty hsin jo aik say do din open rheti hain wo best hain mean long term trading. Meray opinion to ye hy k jes time frame main app ko jo bhe set up milay app trade karo h1 ho h4 daily ho ya weekly us hisaab say pher stop loss our take profit set karo our trade karo ap log us barey main kia kahean gay comments karean
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar aap kay account main acha capital mojood hai aur aap ko trend confirm hay to beshak aap swing waly option pe focus karin lekin agar account main zaday capital nahi ho to phir intra day best hai. Agar aap kay pass free margin na ho aur aapne trade long time wali lagai ho to phr aapko koi achi trade mily to aap miss kar sakty hain. Esi ly small capital se intraday best hay.
    • #3 Collapse

      Well, dear you are right,main khud taqreban swing trading hi krta hoon aur baz dafa to meri trades 2 weeks tak bhi chalti rehti hai, aur aap ki main iss baat se bhi ittefaq krta hoon k hamen apne time frame k motabiq hi trading krni chahiye iss se hamen best results millen ge.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        dear brother forex trading mn har bandy ke apni strategy hoti hay, har banda apni thinking aur knowledge kay mutabiq trading strategies set karta hay aur trading karta hay , mery khayal mn short balance waly ko intraday trading krni chahye aur ziada balance waly traders ko long term trading karni chahye
        • #5 Collapse

          Gee bhai aap ka sawal aur jawab dono bahut zabardast hain aur yeh mainly depend karta hai kay aap ki trading strategy kya hai agar short term strategy hai tou phir H1 ya H4 aur agar long term strategy hai tou D1
          • #6 Collapse

            Bhai ye to ap k account k capital per depend krta he agar ap k pas capital ziada he to ap intra day trading kr sakte hen is se apko lose k minimum chance hnge lakin agar ap k pas capital itna nahi he to apko chahie k m15 ya m30 time frame ka use kren or short term trading kren main khud m15 use krta hn kion k Mjhe yehi best lagta he.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agar hum forex market ki movement ko understand kar ky trade karen gay to hum market main regular earning kar sakty hay es business main money management karty huway he kam karna chahiey tab he safe earning kar sakty hay tab he kamyab ho sakty hay es business main sahi say focus karna chahiey humay esmain

              اب آن لائن

              Working...
              X