trade without being set the target

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade without being set the target
    Kamyab tarders jitne bi hn wo trading karte waqt apna aik target set karte han aur us target k pura hone k bad apna naya goal and planning set kate hn is tara money management bi karte hn ,tab hi wo kamyab traders kehlate henhen ,,,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dost app ki baat theek hy us ki reason ye hy k hum demo pay asani k sath kaam us keay ker sagty hain koin k us main investment ache hoti hy our hum us ko serious bhe nahe kety hain ager us ko just ap real ki tarha trade karean gay to pher real main bhe trading kernay main asani ho ge oir app ko income ache ho ge
    • #3 Collapse

      trading kay doran traders ke liye best practice yahi hai jo app nay bataye hai. traders ko apni har trade mai target set karnay chaiye aur iss kay mutabiq he trade mai take profit aur stop loss ka use b karna chaiye. trading mai ager target set na kia jiye tu phir iss say traders ko ziada loss b ho sakta hai ya phir woh apni trade say jo profit hasil kar sakty hain woh b hasil nai kar sakin gaay.
      • #4 Collapse

        Bahi ap ki baht s agree hon laken hamara pass capital hi atna nahi hota ka hum planning karin or target karain kiun ka tohra s loss ho jaya tu hamara account wash ho jata hai tu capital zayada ho to sub kam ho jata hain
        • #5 Collapse

          ye traders ki hi ghalti hoti hay jab wo without TP or SL target set key baghir trades open kar lety hey, esa karny se loss bahot zeyda be ho sakta hay, account ko safe rakny key ley targets set karna important hey.
          • #6 Collapse

            jee han bilkul asa he hai kameyab trader ki yahe nishani hai k wo apna daily target pora krne k bad over trading ni krta hai us k elawa wo apni plaining krta hai roz ki trades ki analyse krta ha beth kr sukoon se or phir bus less trades and earn more wala kaam kr nikal jata hai daily market se.
            • #7 Collapse

              Gee haan bhai aap ki informations bilkul darust hain aur kamyabi ka tareeqa bhi yehi hai hameesha apnay targets banao aur unn targets ko hasil karnay kay lye bahut zayada mehnat karo uss ki planning karo aur strategy banao
              • #8 Collapse

                Trading main target ko set karna bahat zarori hota hai agr ap apny mind main koi target ya aim bna lety hein tu phr usy achieve karny ke hi banda mehnat bhi usi hiab le sath karta hai agr set target na ho tu phr trading main maza nai ata koun ap ahda dund trading katny main lgay hoty hein jis ka koi khtrkhwa faida hasil nai hota bilkul time zaia hony ka khadsha zaida ho jata hai
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main aik target set kar kay trading karen gay to humari trading bohat safe rehti hay e trah esmain lalach bhi nahi hota so humay chahiey keh esmain jald bazi bhi na karen kyun keh jald bazi main market main earning nahi hoti ulta humay market main loss he hota hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: trade without being set the target

                    trading kay doran buyers ke liye pleasant practice yahi hai jo app nay bataye hai. buyers ko apni har change mai goal set karnay chaiye aur iss kay mutabiq he alternate mai take income aur prevent loss ka use b karna chaiye. buying and selling mai ager target set na kia jiye tu phir iss say investors ko ziada loss b ho sakta hai ya phir woh apni trade say jo profit hasil kar sakty hain woh b hasil nai kar sakin gaay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X