Jaldbazi sab se bara dushman he profit ka ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaldbazi sab se bara dushman he profit ka ??
    Main forum k tamam members se ye kehna chahonga k itni mehnat krte hen ap posting per phir apko bonus milta he agar ap planning se trading kren to ap kafi kuch earn kr sakte hen mager ham jaldbazi se use zaia krdete hen islie kabhi bhi jaldbazi na kren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sahi kaha ap ny, baz aoqat hm achhy profit k qarib hoty hen magr lalach ki waja se jald bazi kr jaty hen aor achha moqa zaya kr dety hen, aor baz aoqat to nobat loss tk paunch jata he, jald bazi se gurez kren
    • #3 Collapse

      Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai jald bazi mein hum apna bahut zayada nuqsaan kar letay hain hum jub bhi trade lagain tou sub se pahele apnay emotions ko control karain aur bilkul cool mind ho kar trade lagain
      • #4 Collapse

        Kia khubsurat bat ki ha ap nay jald bazi waqai trader's k leay bahut ziyada nuqsan ka baic ha. Aksar daikhnay main aya ha jald bazi main lgai hue trade loss main he jati ha uski vja yeh ha k wo jazbat main a kr baghir analysis k lagai jati ha. So jald bazi na krain ta k apko loss na ho
        • #5 Collapse

          haan g dost jo bhe forex main jald bazi kerta hai wo kabhe bhe successful trader nahe ban sagta hai humean us main sabar say kaam kerna ho ga our atleast ap ki trade ki do reason ban rahe hon pher he app trade lay k to us main acha profit earn ker pain gay
          • #6 Collapse

            agar hum forex trading main jald bazi karen gay to es trha market main earning nahi ulta humay loss ka samna karna parta hay so humay chahiey demo account par trading ki practice karen agar hum ziada practice karen gay to market main bohat achi earning kar sakty hay
            • #7 Collapse

              dear ap ny kafi achi advice ki hy ap ny trading mein jaldbazi aur laalach dono hamein loss ki taraf ly k jaty hain aur ham jaldbazi aur laalach ussi waqt krty hain jb hamary pas ya to knowledge nhi hota ya phir ham ny market ka analysis nhi kia hota aur hamein future k baary mein kuch pata nhi hota
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Bhai trading ka jaldi ka kam he ni hy sakoon sy jo b trading kry ga aur sbr sy market check kr k kry ga to he ya trading os ko faida dy gi

                اب آن لائن

                Working...
                X