Reasons why Forex Traders lose money?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    forex mein money loses karnay ke waja aik he hai wo hai greedy karna aur jaldbazi karna es mein hemsha wohi bro sucess hotay hain jo es mein experience rakhtay hain thank u for question
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Assalam.o.ALikum you have mentioned right information that there are near about 90% traders who loss there money in forex trading due to lack of some common things as you mentions they do not do risk management and involve their emotions as well while trading etc etc...
      so we should control over them and do safe trading!
      • #108 Collapse

        mai smjhta hoo ziyada ter rader is mai money is liye loose karte hain k wo ismai greed ka shikar ho jate hai aur is mai un ko chiye k wo is se jitna ho ske bch k rhain aur jitna possible ho wo demo account per trading krain jo un k liye bohat faida mand hoga
        • #109 Collapse

          trading main loss ki sab se bari waja ye hai ke new trader baghir experince ke trading start kar lety hain jis ki waja se un ko loss ka samna karna parta hai.
          • #110 Collapse

            Forex mai ziada tr logn ko loss un ke apni mistakes ke vaja say hota ha kuch log greed krty hain jab k kuch apny emotions per control nhe rak paty so unhy loss ho jata ha.
            Forex strategies for beginner click here .... :)
            • #111 Collapse

              my dear friend forex trading me bahit se ese loog hay jo forex se acha earning karte hay . leken en me se baa ese loog hay jio har waqt forex me apna paisa lost karte hay oon ka main reson hota hay greedy trading .agar hum trading me risk nahy lenge to hame lsot kabi bee nahy hoga.
              • #112 Collapse

                mare khyal se forex trader ko loss hony ke waja yeh hoti hai k wo forex ko bohta easy samjhta hai and wo yeh sochta hai k forex us ko ek he raat main rich bana sakti hai,,lakin aisa nai hota,,wo is main hard working nai karta,,kuch knowledge nai hota,,lalch hota hai,,and dar us k andar hota hai,,,koi planning nai hoti us ke and issy waja se loss hota hai....
                 
                • #113 Collapse

                  i agree with you brother 90% se zayada tar log is main aty hain and loss ko face karty hain kyu k un k pass knowledge nai hota forex ka koi experience nai hota,,,un ka yeh mind hota hai k Forex bohat easy hai and hum is main ek he din main ameer ban skaty hain,,,and lalch ke waja se un ko loss hota hai...
                   
                  • #114 Collapse

                    it totally depends on traders luck. if he is lucky, then less, if not, then more. however there are other reasons as well to the part of trader's loss. he may suffer loss due to the giving of less time, or if he trades bulks and ,arkets go down, them he will have to suffer great loss
                    • #115 Collapse

                      traders apna capital ya money islye lose krte hain kion k wo over confidence hojate hain aur market ko sahi way me smjh nhi paate aur galat decisions le lete hain jinse wo aik acha khasa amount ya money lose krjate hain lihaza unhe chaiye hai k wo apne mind ko fresh rakhen aur sahi decisions len.
                      • #116 Collapse

                        Many investors who bought shares of Microsoft in 1986 are millionaires many times over today. But that potential for high reward comes with the potential for high loss.
                        • #117 Collapse

                          Lack of knowledge is mainly due to the loss of their money. In addition to the knowledge and experience to the business. Knowledge is power in this business the best. The only person worth knowing can protect their loss.
                          • #118 Collapse

                            bahi pahli baat to main yahi kahon ga kay loss to hur bussines ka husa hay ap koi bhi business kar lain agr ap ko profit hota hay to loss bhi ho sakta hay loss ka hona koi bari baat nahi hay.but mostly loss humain humari apni galti ya phir galtiyon ki waja say hi hota ha.es forem main loss say bachny kay liya zarori hay good knowledge or good expirence ka hona lazmi hay.....
                            • #119 Collapse

                              Aslam o alikum main forex par new hon or main nay is he month say forex join kia hai or main nay bohat saray online job ki hain mgr sab say ache forex he yar meray khayal main jo loss pa rahay hain wo apni galtiyan samaj nahe sak rahay hongay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                forex traders zada tar demo mai kam karte hain aur phir directly real mai a jatay hain kiu kay unhai abhi pata nahi huta kay forex ko start karne kay liye demo kay ilawa bhi ap ko kuch courses karne party hain is liye unhai shuru mai loss hu jata hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X