Reasons why Forex Traders lose money?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ji ah bhi ji bohat bary bary traders aik bohat acha loss kurwaty hia wo is tarha un ko jub aik trade mia profit hota hai to wo dosri bi sath lga daity hia jn sai un ko loss hona shoro ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Jo main reason hai meri nazar mein jis ki wajah se traders ko loss hota hai forex market woh yeh hai k traders bina soche samjhe high lot size k sath and high leverage k sath trading karte hain for the sake of high earning and is hi ki wajah se unko nuqsaan hota hai jis ki wajah se heavy loss k baad quit kar dete hain trading.
      • #63 Collapse

        aksar log ise seekhtay nahi hain aur bagher ise seekhe trad shroo kar detay hain to wo hamesha loss kar dete hain.
        • #64 Collapse

          bhai forex trading aik bauhat aacha business hai agar forex trader ko loss ho raha hai tu is ki chand wajohaat ho sakti hain ya tu un kay forex trading kay hawalay say knowledge bauhat kam hai aur mehnat nahi kar rahay ya phir wo trading kartay waqt ya tu jald baazi kar rahay hain ya phir apnay emotions per control nahi kar paa rahay hain yeahi wajohaat ho sakti hain loosing ki
          • #65 Collapse

            forex traders ko chahiye ke jitna ho sake money ko loose karne se bachen or is me tahammul ke sath kaam karen aik he din me lakhon kamane ke khuwab na dekhen or jitna ho sake is me greed karne se bachen taa kle acha munafa hath me aa sake
            • #66 Collapse

              wel mere khayal mai to ye bad plannig ki wajeh se loss hota hai kyuke ager apki strategy sahi ni hogi to apko loss kafi hosakta hai aur ye loss hona ki wajeh sirf itni hoti hai ke apko jazbaat mai aker phas jatein hai
              • #67 Collapse

                I think trading main loss ka main reason hai proper knowledge ka na hona trading ki achi learning na hona....greed... juld bazi... weak plans..sahi se analysis na kiya ho.... in sb reasons ki waja se traders ko loss hota hai....
                • #68 Collapse

                  dear bhut se traders ko trading me loss is liye hota hai ke un ke pass trading ke bare me knowledge kam hota hai lekin high invest ke sath trading karte hai jis ki waja se loss ho jata hai agar knowledge hota bi hai to trading karte waqt greeed karte hai jis ki waja se bi loss hota hai
                  • #69 Collapse

                    forex me zeyda tar traders apni ghaltiu or lalach ki waja se hi apni investment ko loss kar dety hey or blame kesi or par lagaty hey, har traders ki koshish ye honi chaye k wo apni ghaltiu se learn karen or next trading me wo ghaltia na karen.
                    • #70 Collapse

                      I think the mean reason of loss in the forex trading business is our lake of knowledge and experience, and some time due to our low patience we can fail in trading, and also our lake of planning can be cause or loss in trading so we should do the practice to gain the best knowledge to make the best trading.
                      • #71 Collapse

                        people lose money in forex because they are not well experianced and also they dont have much knowlegde about it, and as a result they take wrong steps while trading which lead them to big lose which is after hard to recover.
                        • #72 Collapse

                          f0rex mein lose ki waja greed hoti hy yah phr lack of kn0wledge...yahi waja humain lose ka shikar banati hy...isliye humain chahye k hum greed s edur rahy n apni knw0ledge n experience ko strong karain takay hum f0rex mein lose se bach sakay....
                          • #73 Collapse

                            jab app koi b addar lagate ho or usko dekhte nahi ho to us mai loss ho jata hai . esiliye agar app chahte hai k app ka loss na ho to bohat he zarori hai k app markeet ki sorat hal ko dekhte rahe.
                            • #74 Collapse

                              bohat saare reasons hskte hyn money loss krne ke hesitation aur dar main hyn.... usi dar ki waja se unneccassory desions leke trade close krdete hyn beth ke up and down nahi dekhte aur analysis nahi krte market to move kregi kbhi up and kabhi down :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex bussiness me aksar dekha gaya hai yea to trader ke pass experince kam hai yea kam knowledge yea fir overconfident me trading yea fir jada kamane ke chakker me trader apna acocunt loss kar deta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X