Reasons why Forex Traders lose money?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    You should also decide from the outset: in what time frame you will work, what your strategy is more acceptable / comfortable, and not take on the principle that you do not understand and will only interfere in the trade.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      sab sey ahm lalch ko ager hum controll kare to loss khatam baz aowaqt hum jab profit kar rahy hoty hay to ye saochty hay ke shayd bar jaye likn asa nahy hota aor per loss me ajta hay
      • #438 Collapse

        Sir sab say pehli baat to ye hai kay ap ko ye kaam dekhnay may asan lagta hai lekiin kernay may bohat hi mushkil kaam hai or is may markeet ka kuch pata nahi chalta hai kay kab or kis waqt ye change ho jaye usi hisab sayap ko loss hota hai
        • #439 Collapse

          gee bjao fprex trading mein woh traders lossing krte hein jo keh apne trading mein experience pr tawja nhe dete hien aur apne trading mein sahih planing nhe krte hien trading mein risk lete hein aur greed krte hein to woh trader apne money lose krte hein
          • #440 Collapse

            Dear is business me loss is business ka sb se main hisa ha is business me hmen loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahye kyun k is business me loss se hi hmen hmeshah acha experince hasil hota ha or is business me loss se hi hmen is buisiness me achi earning ho sakti ha
            • #441 Collapse

              janab Forex trading k iss business main buhat se reasons hain jiski waja se hamen buhat zada loss hojata ha or mere khayal se yeh lot size waghera tou buhta bad main ataa haee pehllay tou hamaray apss basix knowledge information and expereince hona chahyei iss business se related..
              • #442 Collapse

                learning naa hone ki waja se ham forex main loss face karte hain agar ham forex ko samjhain aor phir trade kare to ziada benefit ho sakta hai aor losses se bacha jaa sakta hai aor forex main success hasil kar sakte hain
                • #443 Collapse

                  dekho mere bahi jahun take is biznees min min janta hun to mera kyal hy kah hum ko insta forex treding biznees min hum ko buhat hi zyda rezen nilte hyn is nin se mony hasil karne ke
                  • #444 Collapse

                    jab hum trade main kam karty hain to humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain loss tab hota hay jab hum is main rules ko follow nai karty hain or humain achi learning nai ho
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #445 Collapse

                      Forex main traders money apni mistakes ki waja sy loss kerty hain just without any analysis aur trend ko judge kiay baghair hi kei pairs main trade open ker lety hain tou loss ky bahot zyada chances hoty hain so forex main trading start kerny sy pehly forex trading ko complete learn kerna chahiay aur trade open kerny sy pehly best planing ker ky trade start kerni chahiay
                      • #446 Collapse

                        Traders ko loss honey ki different reasons hoti hain. In main sub sey important lack of knowledge hy aur maximum traders without knowledge key big profit banana chahtey hain jo khe possible nahi hota aur loss uthat letay hain. Is ky elawa greed aur emotions bhi loss ka sabab bantey hain. Without planning key trading krney sey bhi loss ho jata hy.
                        • #447 Collapse

                          is main boht say log kam karty hain to humain hard work kar kay practice kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakay magr humai loss ka b risk ho sakta hay
                          • #448 Collapse

                            traders ko forex business me loss hony ka reason ye hota hay k jald bazi me trades open karna or zeyda risk le kar trading karna yahi loss ka reason hota hay
                            • #449 Collapse

                              Ap ki baat theak hai k forex market mai bohat zada traders loss kr rhay hai. es ki waja ya hai k wo es market mai trade tou krtay hai likan begar learnig ky. jis ki waja say loss hotay hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                Maen to samjhta hoon k aik to pakistani traders learning nahe kerty hain jes ki wja say loss kerty hain our dsara lalach humean kamyaab nahe hony dita hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X