Jab profit ho to sab ko bataty hen aor jab loss ho to sharmaty hen . Aisa q hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab profit ho to sab ko bataty hen aor jab loss ho to sharmaty hen . Aisa q hy.
    Dear friend aisa q hy k jab loggon ko profit ho to sab k sath share krty hen leken jab loss ho to preshaan ho jaty hen aor bataty b ni k kaisy huva kahan ghalti hui ta k dosray to bach saken.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai Simple se bat hy apni nakami koi b nai btana chahta isi waja sy hamen jb loss hota hy to ham kisi ko nai bataty lakin mera khayal hy k loss ko b discuss karna chaye kiun insan hamesha ghaltiun sy seekhta hy jab ham apni ghaltiun ko discuss karen gu to ham future ma un sy bachny ke koi rah nikal saken gy
    • #3 Collapse

      mare khyal main to log apna profit is lie logon ko btatay hain ta k un ka intelligent hona sabit ho jay aur loss is lie ni btatay k log kheen gay k wo nalaiq hay but main is ko like ni kerta mare khyal main humain loss aur profit dono ko share kerna chahie.
      • #4 Collapse

        Bhaii dekhen ye insani fitrat he k insan apni galtian khamian chhupata he, aor is forum me loss hona bhi galti hi kehlata he jis waja se chhupany ka trend he, warna is me aor koi waja nai ho sakti
        • #5 Collapse

          Dear forex members humain apni trades mein chahye profit ho ya phir loss humain apnay donoun experience yahan forum oer discuss karnay chahain ta kay doosray logoun ko pata chalay tou woh yeh ghaltian na karain
          • #6 Collapse

            Aisa bilkul log karte hei lekin aisay wesay karna nai chaye koun jb ap profit logon ko batay hein tu loss bhi btana chaye kkoun ke is main apka apna faida hai jb ap loss share karen gy tu agy wala ap se yeh pochy ga ke kis currency par aur kia trade lgaei hai ho skta hai apka ana2thek nai ho lekin jb ap kisi ko batein tu wo apki ghalti ko usi waqat note kar ke apki aslah kar de aur apka ka loss profit ki tarf ana shru kar de .Forex aik business hai aur is maim loss ka ana sharmindagi ka bais nai hota balke successful trader apna loss share kar ke achi raye le lety hein
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: nasirali304 پيغام ديکھيے
              Dear friend aisa q hy k jab loggon ko profit ho to sab k sath share krty hen leken jab loss ho to preshaan ho jaty hen aor bataty b ni k kaisy huva kahan ghalti hui ta k dosray to bach saken.
              Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha Hame Jab profit Hota Hai To Hum Sab Ko batate hain aur jab loss hota hai To Hum Kisise share nahi kartealan k Hame Apne loss ko dusro se share karna chahiye Taake Hame Hamari mistake Ka Pata chalega
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                agar hum forex trading main profit earn karna chahty hay to esmain humay khoob mehnat karni chaheiy kyun keh mehnat karnay say he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob time daina chahiey kyun keh time dai kar seekh ka trading karnay main he faida hoa hay
                • #9 Collapse

                  Bhai mery khayal sy aisa karna galat hy kyo k agar loss ho jata hy tou apni nakami ko maan lena chahye aur dosry forex trader sy share karna chahye ta k jo galti hum sy hoi dosry ehtiat karen
                  • #10 Collapse

                    Jiha waise Toh Yeh Harshad Si Aahat Hoti Hai Ki Jab profit hota hai wo Sab logo ko batate hain aur Sabhi log thik ho sakte hain lekin Jab normal loss hota hai Jab Hum dusro Ko batane se sharmati hai hame aise nahi karna chahiye Hame Apne profit or loss Dono ke baare me batana chahiye tha Ke Logon Ko Bhi information Jyada Se Jyada Mila Ke Log Sab thik karne se
                     
                    • #11 Collapse

                      Jaby of trading karte hain toh aap ko Aksar loss hota hai is loss ki bosi wajah hoti hai isiliye Jab Bhi aapko lowest Ho Toh Apne Dosto se Jarur share Kare Kyunki Koi Aisi baat ka pata chal jata hai jo aap ko kaam deti hai aur aapke Aage madat karti hai aur jab profit logo ko hota hai to Tarapith to log Sab Ko batate Huye Kyun Ke usse Doosre ka bhi fayda hota hai aur usse Apne Kar Bhi fayda Hota Hai ISI liye Hame Kisi Ko hospital se sharmana nahi chahiye
                       
                      • #12 Collapse

                        Nai jnb aisi koi bat nai loss ho tb bhi log yahan share krtay hain kuch din pehlay me nay aik thread bhi bnaya tha k gold ki vja say kis kis ka account wash hua ha so aisi koi bat nai yahan fourm pay log dono sorto main share krtay hain chahay loss ho chahay profit.
                        • #13 Collapse

                          Bhai jub profit hota hy to ais waja sy bataty hain k members hain wo motivate ho jain aur achy tarha sy kam krain ais trha hum jub loss hota hy to phr b batna chiya aur ap mistake b batni chiaya
                          • #14 Collapse

                            Yes Profit ko mostly peoples share kerte hain k hum ko itna ziada profit hua hai but mene loss ko share kerte hue b traders dakhe hain or me b other traders or peoples k sath apni trading ki conditions means profits or loss share kerta hun but ziada tar log share nai kerte hain is ki koi khas jawa to nai jo mujhe lag rahi k apni nakami ko share kerna acha nai samjhte hon gey jaise un ko lagta hoga other log unko nakam trader samjhe gey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear friends jb loss ho to hm chupaty hyn .ye galt hy...hmy apni galti dosro ko btani chay ..taky wo galti na kryn ....jo hm sy hoi hy.....or issmey to profit or loss to huta hi hy.....ismey sharmany ki koi bat ni hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X