Emotions in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions in trading
    Memebers mai s ake bat shair krna chata hon apna emotions ko controll karan trading mai kabi bi trading emotion mai na karain hum log jab dahkta hain ka abi market trend change krna lgi hai tu jazbat mai ah kr bari lot lagata hain or is nuksan kia hota hai loss hota hai is lia koi kam jazbat mai ah kr na karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading main emotion hamara sab say bara enemy hai. Aap ko pata hona chiay kay market ne kabhi kisi ko dokha nahi dia. Or aap ko pata hona chiay forex trading main bnday ko sahe orignal support or resistance ka zaroor pata hona chiay. Kiun kay jab tak hamain ye nahi pata ho ga. Tab tak hamain take profit or stop loss limit nahi lagana ay ga.
    • #3 Collapse

      Well, dear aap baja farma rhe ho emotions men trading bilkul bhi ni krni chahiye ham log jab bhi emotions men aa kr bari bari lots ko use kren ge to ham definitely apna loss kren ge, isliye better ye hai k ham over trading na kren aur apne capital aur experence ko dekhte huye trading kren ta k ham apni trades ko kamyab bna saken.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Brother aap bulkal thek kah rahay hain main aap sa is baat per agree karta hoon k emotion ki trade k bussiness main kohi jaga nahi hay kyun k trade main jasay he aap emotionly kohi step utha hain ga us sa lose ka chance bhot zayada hota hay
        • #5 Collapse

          Bhai jan hume trading main apne emotional ko lazmi cntrol krna chaiye apne mind ko fresh rakhna chaiye har waqat ye hamre loye bohat important hai aksar trading apni tension ki waja se lose kr jate hein
          • #6 Collapse

            Bilkal thek hai hai bhai ap ne agr hamra mind kisi ur waja se kharab ho ga tu hum trading kaise kr paye gey is liye hume is main trading k liye fresh mind rakhna zahrori hai
            • #7 Collapse

              bilkul g forex trading main jazbati ho k trading krna thek ni hy yeh jazbati pan apko loss main ly jata hy ap ko chahiy k ap forex trading mokamml confidence k sath kro aur ziada profit k liy kabi bi jazbati ni hon kio k ap ko ziada profit k chakr main loss ho sakta hy to cool mind k sath hamesha trading krna chahiy
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
                Memebers mai s ake bat shair krna chata hon apna emotions ko controll karan trading mai kabi bi trading emotion mai na karain hum log jab dahkta hain ka abi market trend change krna lgi hai tu jazbat mai ah kr bari lot lagata hain or is nuksan kia hota hai loss hota hai is lia koi kam jazbat mai ah kr na karain
                Traders ke liye emotions bahut hai harmful Hote Hain qk Jab traders emotional hokar trading Karenge toh Woh achchi Tarah Se trade nahi kar Payenge aur unko loss Ka Shaher Rahega
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  emotions trading me sahi hay hay emotional ho kar trading karny se account management nahi ho pata or hamari trades big loss ki taraf chaly jaty hey, jaha tak ho saky emotions ko control karna chaye.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X