News ka kitna impact hota ha forex pay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ka kitna impact hota ha forex pay?
    Mera sawal yeh ha k news ka forex trading pay kitna impact hota ha means k news say hmain kitni help milti ha trading main. Any body can explain?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    News mukhtalif kisam ki hoti hen or ho high impect ki news hoti Hy us ka 70 se 80 pips market par asar parta Hy
    • #3 Collapse

      Is ka impect trade ko dekh kr lagaya ja skta he, mtlb ap kis trade k mota.alliq news se guess lena chahty hen, maslan gold aor bit coin k bary me normally news se information theek theek mil jati he
      • #4 Collapse

        Bahi bat ya hai ka news jab ati hai tu market bohot move krti hai agr news positive aya tu market up move krti hai or agr negative ata tu down move krti hai is lia news bohot zayada impact krti hai news pr is lia news daily check kia karain kahs kr usd ki news kiun ka zayada pair tu usd ka hai na is lia uad ki news ka bad market move krti hai zayada up ya down
        • #5 Collapse

          Brother baat ya hay k mukhtalif qisam ki news market main gardish kar rahi hooti hain khuch newa asi hoti hain jin per emal kar k profit hasil kar saktay hain khuch aasi hoti hain jin sa aap ko bhot lose hota hay iss laya tamam news ko hum darost nahi kaha saktay hain
          • #6 Collapse

            assalamo alaikum jannab forex market main price movement hoti e news ki waja se hy agr kbi news na ho markeat siu rehti hy ap ny dekha hoga k jab b central banks ban hoty hain to market bilul silent rehti hy jesy isko mot pr gai ho , to kehny ka maqsad hy k market ko drive e news karti hy
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
              Mera sawal yeh ha k news ka forex trading pay kitna impact hota ha means k news say hmain kitni help milti ha trading main. Any body can explain?
              Jitna mane aaj takk dekha hai. News se faida kam aur nuqsan zayda hota hai uske wajha ye hai kay hamm tp to set kar dety hain lekin SL nahi lagaty to agar news kay baaad markeet bht zayda move kary to tp to jald hit hoga lekin sl hota nahe esi ly nuqsan zayda hota hai. News kay wakt tradeing na karna he behtar hai.
              • #8 Collapse

                Bhai aap ka sawal bahur a ha hai aur news ka.bahut ahem roll hai forex trading mein aur yeh firex mein rerhr ki hadi ki haseeat rakhti hai firex mein aap jab bhi trade place karnay lagain tou sub se pahele uss din ki news ko zaroor follow karain
                • #9 Collapse

                  totaly tour p forex trading ki market ki movement news p hi hoti hy trend ko main ziada ahmiat ni deta kio k trend aksar fail ho jata hy aur news ki waja sy forex ki market up ya down ziada ho jati hy to is liy forex trading main kamyab hony k liy ap ko chahiy k ap hamesha news p hi nazar rakho
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
                    Mera sawal yeh ha k news ka forex trading pay kitna impact hota ha means k news say hmain kitni help milti ha trading main. Any body can explain?
                    News conference trading market Bebo Jyada impact Hota Hai Jab Bhi market Mein Koi news Aati Hai To usse Puri market pe impact padta hai aur Market mein bahut Tez Aaj Aati Hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Bhai kuch news normal hoti hain aur kuch khas agar mashiyat k motalik hon tou chance ye hota hy k markat bohat move karti hy ya kisi bary mulk k halat bigar jaen warna normal news sy koi khas impact nahi parta
                      • #12 Collapse

                        bhai news ka buhat bara asar hota hy, jb B economy k bary main news hota hy, for expamle k America main berozgari ke shara barh rahi hy, to esy news ke waja sy $ pr buhat bara asar hota hy dollar ka rate kam hota hy, laug dollars main investment km kr dety hain, yahi waja hy k news buhat bara asar karty hain forex trading main.
                        • #13 Collapse

                          Yeh bat to mujhay kafi had tak samjh a gae ha k news ka kafi impact hota ha forex trading pay lekin yeh news kahan say ati hain aur kon kon c sites say ati hain aur kon c site ziyada authentic ha yeh abi tak sawal meray mind main mn ha agr koi member mazid maloomat day news k baray to me thakful rahu ga. Plz tell me more about forex news
                           
                          • #14 Collapse

                            News ka impact parta hai trading pe kiun k ager ksi mulk me crisis chal raha ho to uski news se traders pe effect parta hai aur trading me kami aati hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bhai news ka bahot ziada impact perta he trading per especially usa k current affair or wahan k halat ka bahot asar parta he market per jase k president trump k byan se bhi gehra asar prta h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X