Market mai trend ki time duration unknown hoti hai ye kesi ko pata nahi hota k koi trend ketna time chalega aor ketna time nahi kiu k trend depend karta hai kesi country ki economic growth aor position par so jab tak koi khas news aor data nahi aata os waqt tak market mai trend change nahi hota wo chalta he rehta hai lehaza es mai koi time fix nahe hai sub conditionally hota hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим