Month ke start aurend main market par koi asar parta hai kia?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Month ke start aurend main market par koi asar parta hai kia?
    Jis tarh day main market ka rojhan change hota rahta hai asi tarh kia month main bhi koi farq parta hai kia.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    nahe dost monthly ya weekly asaar parta hai ya nahe parta hai ye app ko app ka experience our technical analysis btaty hain ager to app acha profit earn kerna chahty hain to pher forex ko phelay siekhain pher he app ko pairs ki move ka pta laagay ka k daily kitni move hoti hai or monthly us ka target kia hota hia
    • #3 Collapse

      Bhai jan mery khayal ma to month ka start around ka market pa koi asar nai parta market apny trend k hisab sy move kar rahe hoti hy market ke movement ko smajny k liye zaroori hy k ham market ko study karen ta ka jis pair ma ham ny trading karni hy us ke hamen sahe trah samaj a jy
      • #4 Collapse

        Brother ya aap ka bhot acha qustion hay k monthly ya weekly trade per aasar pharta hay g haan bukal ja be new week ya month start hota hay tu lazmi trade oer assar hota hay baaz dafa tu pura trande he chang ho jata hay iss laya jab be month change ho wait and see ko policy ap nani chaya
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          G bahi ap na mt4 dahk ho ga ka chart type hr time ka hai day ka month ka weekly tu market ka analysis krna wala har cheez ko dakhta hain kiun ka market mai changing har time mai ah rahi hoti hai 15mint s la kr monthly tk is lia abalysis sab pr hota hain

          اب آن لائن

          Working...
          X