trading me lalach buri bala hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading me lalach buri bala hai
    dosto dekho trading me lalach buri bala hai
    kabhi bhi ap lalach ni krna apna daily target banao or us par ap kaam kro wo jese he pora hojaye to or trades na karo q k phir ap lalach me ajate ho or wo he apka account wash krwadeti hai.

    es lia bus heemat se kaam leena or lalach ni krna kabhi bhi.

    ap kia kehte ho ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear baat to aapki darust hai but mera mashwra hai k bahot purane theard post na kia kren wese bhi jo theard bar bar aa chukke hote hain unko forum wale deleat kr dete hain, isliye zara new theards post kia kren ta k theard bhi delete na ho aur iske reply men ki gi postes bhi delete na hon.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Yes of course forex trading main lalach bot buri bala hai hamain chiay kay apnay Annaylis technical achay rakhain or stop loss zaroor daina chiay stop loss dainy say hamara bonus account bhi risk per nahi lagta or profit bhi hota raita hai. Is liay hamain chiay kay apnay bonus account say trading karain profit earn karain. Zada lalach na karain. Kiun kay Market ka kuch pata nahi hota market kisi bhi news ki waja say push back ya big move lay sakti hai.
      • #4 Collapse

        Isliye Hum isme is kaam ko MES isliye nahi Dete Hain is painless bolya da increase Ho Jati Hai account wash hone ke woh Zyada Narsi Ka jata hai isliye isme Zyada se minute aur is personal Jyada Hota Hai
         
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Ali 4043 پيغام ديکھيے
          dosto dekho trading me lalach buri bala hai
          kabhi bhi ap lalach ni krna apna daily target banao or us par ap kaam kro wo jese he pora hojaye to or trades na karo q k phir ap lalach me ajate ho or wo he apka account wash krwadeti hai.

          es lia bus heemat se kaam leena or lalach ni krna kabhi bhi.

          ap kia kehte ho ?
          Mai aap ki baat se agree karta hoon trading my knowledge bahut Buri Cheez Hai Kyun Ke Jab Hum trading karte hain aur Hame profit Hota Hai Aur Hum Apni tradeco cut nahi karte toh Woh loss Main Chali Jati Hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Good

            Yahan Par trading Mein kaam karne ke liye kabhi bhi aap log ko use Na Kare agar aap knowledge karte hain toh Aapke Haath Mein Kuch Bhi Nahi Rahega aur aap Delhi BS4 yahan se nuksaan kar lete hain
             
            • #7 Collapse

              Brother aap ki baat bukal theek hay main aap ki baat sa agree hoon k trading k diran lalach nahi karni chahya aap trade k doran aap apna profit fix kar lana aksa auqat aasa hota hay k aap zayada lalach main profit k sath sath aap apna bounas be lose kar jatay hain
              • #8 Collapse

                Dear aap nay bahut achi baat ki hai lalach insaan ko bahut nuqsaan pouncha sakti hai humain iss se bachna chahyea aur zayda profit kay peechay nahin jana chahyea thora thora hasil karna acha hai bajaye iss kay kay loss ho jaye
                • #9 Collapse

                  Bhot bhot zeada bori bala hy trading my ham ki ya bhot zeada msla bnta hy ham jab trade krty hy to phr ham ko ya bhot bra msla bnta hy k ham agr lalach kr dyty hy to phr hamy us my ya hota hy k lot siz ya phr bhot zeada tarde lgti hy jo thora sa bhi mrket loss my jaye to who wash krti hy hy hamara accot hi sara
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear bat apki 16 anay thek ha lekin masla yeh ha m kli amal jo nai krta . Ap aur me sb kehtay hain k forex main lalach buri chez ha lekin hum khud jo baaz nai atay. Daily target agr profit ka achieve ho bhi jaye to hun bina trading keay nai reh sktay. It is true? Post pasand ay to thanx kr dain

                    اب آن لائن

                    avatar Ayn
                    Working...
                    X