Friday wale din trade karni chahiye k nhe ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Friday wale din trade karni chahiye k nhe ?
    main ne kafi sona hain k friday wale din trade nhe karni chahiye qk friday wale din traade phans jati hain jo k pher mekrat kai b gap main opan ho skti hain is liye log ziyda tar friday wale din trade nhe karte hain kiya ye sach hain friday wale din trade maaat kare take hum apni kisi b trade main na phansy
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friday waly din trade krny ka sirf ek nuksan hy k agr trade phns jay to hmen swap pay krna prta hy. Baki agr acha setup bn rha ho to hmen trade krny mn koi hrj ni hona chahye.
    • #3 Collapse

      Friday ko market mein kafi tezi hoti hy aur koi bhi new trade lagany sy pehly aik bar market analysis zroor krna chahiey aur phir trend ko dekhty huye kisi achy sy pair py trade lagani chahiey lekin apny capital ka khayal rakhty huye lot size adjust krein aur stop loss zroor lagaein
      • #4 Collapse

        Friday ko trading karnay mai bohot ziada masla nai hai maire khayal say , han yeh baat hai ke week kay end per market khabi khabi kafi unexpected move karte hai aur baz dafa trend kay bohot ziada agaist chali jate hai , jis ke waja say problem aa sakta hai , iss liye Friday ko thori ehtiat zaroor karne chaiye.
        • #5 Collapse

          Brother friday week ka last day hota hay iss din k bsd mzrket 2 din close rahti hay jis banday ko exprence hay wo friday walay din trade kar k profit kama sakta hay kyun k iss din markit main bhot tazi rahti hay
          • #6 Collapse

            Mera to mashwara yehi hi he friday ko markete zeyada observe krni chahiy q k jummy waly din up/down movement fast hoti he jis me profit zeyada banaya ja sakta he
            • #7 Collapse

              Ap aur me bal k ziyada tar member yahe kehtay hain k friday ko trading nai krtay lekin jin k pas ziyada amount main capital hota ha wo Friday ko bhi trading keay baghir reh nai sktay. Kia ap meri bat say agree krtay hain agr krtay hain to rply zarur krain aur thanx bhi kr daib sath. Shukria
              • #8 Collapse

                Dear aap ko friday ko zaroor trade karni chahyea waise hi haftay mein dou din tiu market close hoti hai tou agar aap friday ko bhi trade nahin karain gay tou aap ki haftay mein teen din rest ho jaye gi aur aap ka trading period kam ho jaye ga
                • #9 Collapse

                  firday wale din merkat fast hoti hain vo baaat thek hain baat ye b hain k hum ko sirf prfit nazar aata hain aagr hamari 1 b trade 1 b trade wrong chali gai tu hum loss kar skte hain is liye firday wale din hum ko chahiey k hum small lot use kare and usk bad pher thora thora profit le k nikal jy jo k hamare liye bhot acha rahy ga
                   
                  • #10 Collapse

                    Krni chiya is din market bhot zeda fast hoti hy is liya us din phr profit bhi bhot jaldi ham ki mil jayta hy our is ka ayk msla bhi hy agr hanari trade us din ckose na ho to phr muahkil ho jati hy phr jab market open ho to market my gap bhi bn sgta hy is liya chiya k us rat ko apni trade close kr k soye
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #11 Collapse

                      Entry karte hain Friday Madrid ho Jate Hain toh is inventory Laga sakte hain isko market ki position ko awaj karne ki kya position market Mein Aaj Kal chal rahi hai phir aap yahan par kaam kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Madihasaeed پيغام ديکھيے
                        main ne kafi sona hain k friday wale din trade nhe karni chahiye qk friday wale din traade phans jati hain jo k pher mekrat kai b gap main opan ho skti hain is liye log ziyda tar friday wale din trade nhe karte hain kiya ye sach hain friday wale din trade maaat kare take hum apni kisi b trade main na phansy
                        Hum Friday Wale Din Bheem trading kar sakte hain isme Koi issue nahi hai lekin Agar Hum Faridkot red Kare Toh Hame chahiye ke market ke close hone se pehle apni trade co cut kar le Agar Hamari trade profit Mai ja rahi hai tu

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X