kia trading signals 100% always right ho sakty hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia trading signals 100% always right ho sakty hey?
    ham trading me indicators to use karty hi hey kia kesi ne ye observe kia hay key indicators signals 100% hamesha right hoty hey ya signals ko follow karny me risk ho sakta hay, agar signals ko follow karny me risk hota hay to kitny percent risk factor ho sakta hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar koi signal indicator per ban raha hai to hamain chiay kay phir laga kar bar bar market ko watch na karain. Kiun kay market ziada watch karnay say ham log haplotise ho jatay hain.
    Or ya trade loss main cut kar daitay hain.
    Ya phir bot he kam profit main trade close kar daitay hain. Jis waja say hamain loss hota hai.
    • #3 Collapse

      nahi Bhai indicator to hum ko confused krty hain agir market up jati hai or buy ka signal bun jata hao to phir whan St agir market down jay to indicator sell ka signal dy data hai or jo phly buy ka signal dy kr trade lgai hoti hai o's sy phir loss ho jata hai matlab signal jb kam krta hai jb ak traf he market chalti rhy
      • #4 Collapse

        dear merey hisaab sy indicators signals hamri trading ko ziada kharab krty hain aur isky elawa inka ziada istemal hamary confidence ko bhi loose krta hy aur ziada tr yehi dekha gia hy k indicators k signals ka result sahi nhi hota jis sy hamein kafi loss ka samna krna parrta hy
        • #5 Collapse

          Salam member. Mera ni khyal ky trading signal always 100 percent hoty hn. Trading signal mulkon ki economic situation ko dekh k diye jaty hn. Lekin almost 70 % drust hotyehnn
          • #6 Collapse

            Bahi aap kabi bhe koi bhe jo aadmi signals ka karobaar karty hain un pe yakeen nahi karoo aur hmesha apny kisi senior pe aitbaar karo aur un se signal lo. Esi koi bhe strategy nahi hai jis se har trade profit uthaay.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              ham trading me indicators to use karty hi hey kia kesi ne ye observe kia hay key indicators signals 100% hamesha right hoty hey ya signals ko follow karny me risk ho sakta hay, agar signals ko follow karny me risk hota hay to kitny percent risk factor ho sakta hay?
              Nahi bhai trading signals Hamesha right nahi hote Aur Main Toh do baar signals Lakers trade kiya hai lekin mujhe uska loss hi hua hai aur mera account bhi wash ho gaya tha
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                bhia koi bhi signal 100% theak ni hotey hn agar ake pas koi ae aur kahe ke mere indictaor 100% theak hotey hn to bhia vo banda fraud hn aur apko oske door rehna chaiye market me hamesha average nikali jati hn aut oske bad dekha jata hn ke apne kitna profit kiaa aur apne kitna loss kiaa lekin 100% kuch bhi ni hota hn :)
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Gee bhai aap ne bahut achi baat ki hai bhai trading signals taqreeban 100 percent sahih sabait hotay hain signals jo batataye hain market ki movement uss value se thori bahut ouper neechay tak ho sakti hai zayada farq nahin hota

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X