control greed and emotions?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    control greed and emotions?
    agar forex business me acha career banana hay to greed or emotions ko control karna imported hay, kabi be kesi greedy peoples ko trading me follow nahi karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother aap ki baat bukal theek hay instaforex main trade k doran ager banda apni lalach ko control main rakha tu tu bhot fahada uth sakta hay zayada profit ki lalach main akasr time itna nuqsa ho jata hay account he wash ho jata hay
    • #3 Collapse

      Irfan bahi aap agar apna trading experience daikh ln to shyed aapny bhe suru ma forex esi ly join ke hoge kay ye raaton main ameer kar dy ge lekin realty es kay barakas hai. Humhain ye bht carefull rehna chahey ye aik bohut risky business hai jis ma laclach ham ko daboo sakta hai. Es ly any aap ko emotionaly control kar kar tradingg karna cahahey.
      • #4 Collapse

        Gee bhai agar hum forex mein apnay emotions ko control kar letay hain aur greed per kaboo pa letay hain tou forex humaray lye koi mushkil kaam nahin hai aur hum iss ko enjoy kar kay karain gay iss lye inn dou points per kaam zarrori hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          dear brother forex trading ek aisa business hay ky jo shakhs is mn apny emotions ko control kar gya aur jis say boht ziada lalach profit ka na kia to wohi kamyab ho sakta hy, otherwise aksar log apna qeemti sarmaya zaya kar bethty han

          اب آن لائن

          Working...
          X