demo accoun main or real accoun main trade karny main kia fruk ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    asslam o alikum dear's yes dear demo trading ma hum na he to earn akr sakty ha our ya paratice karny ky liye best ha our real trading ma humy investment akrne parhte ha our as ma hum earning be kama sakty ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      fark yah hae k real account me soch samaj kar or market k rukh ko dakh kar trade lagai gati hae, or dar hota hae k account demolish na ho jae, or demo me keun k naye log kam kar rahe hote hain is lea account ke zaya hone k itna khatra ni hota agar ho bi ja a to koi bat ni hoti
      • #18 Collapse

        my dear demo account just practice kay liye hota hai aur real account say trade kar kay profit earning kiya jata hai my dear main app sab newbies say ye kahoon ga kay jab bhi trade bussiness ko start karna ho sab say 1st forex ko learn aur demo practice karey aur phir real live account say earning profit karey i like it very much insta forex online secure profitable smart trade bussiness
        • #19 Collapse

          demo or real account to fluctuation or currency k rate wise to same hi han but in ma sirf itna farq ha k demo ma hamara paisa nhi lagta or profit withdraw nhi hota but real ma to paisa bhi invest hota ha or profit or loss bhi hamary account sy hi hota ha
          • #20 Collapse

            Demo account ap ki training ko perfect karne ke liye ap ko provide kia jata he jis pr ap work kar ke apna tajurba barhate hen aur ye tajurba ap ko real account pr trading me kaam aata he lekin working me dono account me koi farq nhi he q ke dono account market se connect hote hen aur market ki movment ko same hi show karte hen.
            • #21 Collapse

              demo aur real account mai eah hi farq hai jb hum demo account mai trading kartay hain tu eroor ka margin hota hai kyun kai hum sekh rahay hotay hain laikn jb real account mai kaam kartay hain tu eroor kai chancess nhn hotay kyun kai wooh real hota hai
              • #22 Collapse

                real account main kam krna or demo account main kam krna bilkul aik jaisa hai koi b frk nai hai is maain,bs demo account ka maksd hi practice krwana hota hai is sy hamain experience hota hai or ham real main trading krty wakt lose say bach sakty haain
                • #23 Collapse

                  dear friend jb ham forex k demo account main practic ka layia trading karty hain to ya practic ham trading ko sekany k layia karty hain , ar jo trading ham real account main karty hain wo ham eraning hasal karny k layia karty hain.
                   
                  • #24 Collapse

                    dear jb hm forex k demo account main trading karty hain ar jo profit hamain milta ha us profit ko ham withdrawal nahi kara sakty hain ar real account main trading sy jo profit hamain milti ha ham usy withdrawal kar sakty hain.
                       
                    • #25 Collapse

                      dear demo account main ham is layia practic karty hain k hamain tradingskills hasal houn ar ham real trading account main bagair kisi galti k achi ar bhatar trading kar sakain.
                         
                      • #26 Collapse

                        dear hamari achi ar bhatar trading hamari practic ke waja sy hoti ha jitni achi ar regular hamari practic ho ge ishe qadar bhatar hamari real account main trading ho ge.
                           
                        • #27 Collapse

                          bhai demo account main or real account main bohat fark hai demo main hum real money invest nahin karty jab ke real account main hum real money invest karty hain.
                          • #28 Collapse

                            dear real account main jo stratgy use karny sy ham darty hain k kahin loss na ho jay , wo stratgy ham demo account main badragh use kar k isko samaj sakty hain k ya stratgy hamary layia mafeed ho ge ya nahi.
                             
                            • #29 Collapse

                              demo account aik trading practice account hai jis mein hum trading ki practice karta hain aur real account mein hum jab trading karta hain tu us mein hum ko profit bhi hoti hai aur loss bhi hota hai demo account trading mein aur real mein just itna he fark hai. aur demo account se hum learning kar k acha trader ban skta hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                demo account is also good for trading without investment and for making a perfect strategy when you can completed to making a strategy then you can go on real otherwise please just don't leave demo !

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X