Fibonaci kya hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonaci kya hai?
    Dear forum members aik term aksar forum per suni hai fibonaci yeh hoti kya hai aur kis maqsad kay lye use hoti hai please comments dain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Fibonacci aek indicater Hy or is ke andar mukhtalif kisam ke tool hen his se ham chart ko read asani see Kar sakty hen or ttand ka andaza aek ache tareke see Kar sakty hen
    • #3 Collapse

      Bhai fibonacci retracement aik tool hy jis ke mada sy ham market ka trend maloom karty hen, fibonacci aik bohat he faidamand cheez hy agar is ka istamal bandy ko a jy to ye forex trading ma kafi helpful ho sakta hy
      • #4 Collapse

        fibonanci 1 charts hota hai jo k indicator k toor par ap draw kr k use kr skte hain or es se ap market k trend ko samjh skte hain k market kaha se kaha tak high and low gaye hain or ap ko pata chal jayega ye bhi k es waqt market kis trend me chal rhe hain to ap achi trade place kr skte hain its is very helpful dear.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Yeah indicator hai jo market ke retracement K levels ko identify karta hai K Market kaun kaun se level Tak reverse ho sakti hai aur kaun se possible levels Hai Jahan Tak market sakti hai yeah market ki basically support score identity fi Karta Hai Jiski base par traders Apne orders ko open karte hain aur close karte hain indicator bahut jyada popular hai aur bahut zyada use bhi Hota Hai

          اب آن لائن

          Working...
          X