Loss gives also lesson!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss gives also lesson!
    Dear umed ha ap sb log khayriat say hon gay aur kafi mehnat kr rahay hon gay. Aj me ic topic pay bat krna chahta hun. Agr hun main say kisi ko trading main loss hota ha to tension na lain bal k usko positive sense main lain loss bhi hmain aik sabaq deta ha so loss say parshan na hon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai ap se main agree karun ga loss tab tak loss nahe hai jub tak ap khud na haar jaen jab tak loss ap ko kuch sikha k jata hai wo loss nahe hi
    • #3 Collapse

      Bilkol loss har bar ham ko ya sabak dyta hy k ham ny ya galti ki hy ya hamnu jo kia hy ya sahi nai kiya hy is pr hamy dyhan dyna chiya our is ko dobara nai kr a chiya kio k phr sy loss ho sgta hy is trha loss bhi ham ko lern krwata hy our ya bhot acha hota hy ya bholta nai hy sabak
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
        Dear umed ha ap sb log khayriat say hon gay aur kafi mehnat kr rahay hon gay. Aj me ic topic pay bat krna chahta hun. Agr hun main say kisi ko trading main loss hota ha to tension na lain bal k usko positive sense main lain loss bhi hmain aik sabaq deta ha so loss say parshan na hon.
        Mera Toh Yeh Mana Hai Ke Humein Itna profit se sikhne Ko Nahi Milta Jitna Hum Roz Karke sakte hain aur Jab Bhi trailers ko loss hota hai unko sikhne Ko Milta hai aur acche traders ki yeh Nishani hoti hai ke woh apni mistake se learn Karte Hain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Haan gee bahiya aapke baat sahee hai kay jab bhe ham loss karty hain to us se ham ko sabak milta hai aur moka milta hai kay next time ham bary loss se bachin aur next time es jesi situation ho to kya karna chahey.
          • #6 Collapse

            lost Humko lesson Dete Hain loss Hamari mistakes ki wajah se Hote Hain Hum Apni mistakes se learning Karke Apne knowledge for increase kar sakte hain Forex Meher traders loss hota hai isliye Apne loss hone par desert Nahi Hona aur apni mehanat Gari rakhni Hai Aur Jeene mistakes ki wajah se Los Hota Hai Un par aapko kaam karne Ki Zaroorat Hai
            • #7 Collapse

              Insaan zindagi mein apni ghaltioun se hi seekhta hai lakin seekhta wohi hai jo aik .artaba ghalti kar kay dobara uss ghalti ko repeat nahin karta hum forex mein iss lye loss pe loss kartay hain kay hum apni ghaltian note nahin kartay aur unn se bachtay nahin hain
              • #8 Collapse

                Bilkul dear loss ho jaye toh aik tension b hoti hai lakin sath sath aik lesson b hota hai k dobra hm wasy he ghalti kar k loss na kar len toh hmen roz kuch na kuch forex sy sekhna chahye
                • #9 Collapse

                  Loss aur profit to chalta rehta hai business me kiun k online business me up down chalta rehta hai is liey is me preshan honey ki zarorat ni balkey is ko positive sense me len apni galti ka azala kren aur next time acha kren.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Jee bhai apnay sahi kaha kay agar trading main kisi ko loss hota hai to is par mayoos nahi hona chahiye aj kal maximum new traders kay sath aisa hota hai kay shuru main unko loss hota hai to unhy chahiye kay mazeed maehnat karain analysis ki base par trade krain aur apnay skills main improvement krain aik din zroor successful hongy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X