importance of account management
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    importance of account management
    aslam o alaikum dosto forex trading main account management ki bahoot importance ,app ager successful trader binana chahty ho to app ko chaheay k account management knowledge gain kery is ka matlib hy app apny trading account k capital k hisab sy risk ly trading kery.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother aap ki baat bulka theek hay forextrade main account managment k baghar aap bukal nahi chal sakta hain account managment main aap apna capital ,bounas k matabic trade karta hain ta k aap account wash na ho ager aap account managment nahi karan ga tu aap ko account wash hona k sath sath lose be bhot ho ga
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: habibullah5530 پيغام ديکھيے
      aslam o alaikum dosto forex trading main account management ki bahoot importance ,app ager successful trader binana chahty ho to app ko chaheay k account management knowledge gain kery is ka matlib hy app apny trading account k capital k hisab sy risk ly trading kery.
      Hanji bhai jaan aap bilkul theek kar rahe hain trading a successful hone ke liye Apne account ko manage karna bahut zaroori hai agar Hame Pata Hoga Ke Humne apni Ek 3rd May weekly about invest karne hai aur kitne amount next trade Ke Liye bachane Hai To Hame bahut fayda hoga
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Management

        G dear account management important hai success haail krne k liye hume hume bonas k mutabiq kam krna chaiye jitna over kam krein gey hamre liye nuqsan hai is liye hume apne management k mutabiq kam krna chaiye
        • #5 Collapse

          Bhai jan apki bat bilkul thek hy hme account manage krna chahye. Hme chahye ky hm apny sarmay ka sirf 2 percent py hi trade kren . Ye asool apnaen gy to hamara account wash ni ho ga aur hm zyada earn kren gy. Thanks
          • #6 Collapse

            Dear brother koi be business hay us main agar aap money management nahin kartay tu aap kamyab nahi ho saktay isi tarah forex main be money management bohat zyada zoroori hay tab he aap aik kamyab trader ban saktien hain
            • #7 Collapse

              Koi b business ho us me ap apna account manage krty hyn forex me to account mngemnt zrori hy us me apko apny balance k mutabiq trade lgani hoti hy na hi blnce se zyada trade lga skty hyn
              • #8 Collapse

                Agr hamari lot siz our hamari tarde hamary balabce k hesab sy ho to phr ham sab sahi thek sy acvount ko chala sgty hy is ko sahi sy ham kam kr sgty hy trading bhot hi muahkil hota hy our ya bhot hi muahkil sy manige krna hota is pr hamy dyhan dyna hota hy our sahi sy kam krna chiya
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dearnkisi bhi business mein money management bahut zaroori hoti hai aur forex mein tou bahut hi zaroori hai kyun kay agar aap apnay account ko beghair dekhay koi bari trade laga detay hain aur aap ka balance kam hay tou aap ka account wash ho sakta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X