stop loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    stop loss ko use karna bohat hi zaruri hai mare view se agr is ko har trade main use kiya jaye to or best hai is se hum apna loss safe kar skte hain ku ke stop loss ko use karte hain jab hum to hum ko bohat zyda loss nahi hota hai.
    :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
    Thanks in Advance
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      dear jasie k ap jante ho k forex apne trader ko facilitate karne k lye boht se option deta hai jaise jaise ap es mai mehnat karo gy ap ko reward b osii hisaab se hasil ho jaye ga es liye ap ko sirf aur sirf mehnat karnii cahiye ta k ap ko loss face na karna pare aur ap acha earn karo aur apnii life ko set karo...
      • #288 Collapse

        Brother stop loss new traders ko to zarur lagana chahiye kion k akser market kissi bad news py crash ker jaati hai aur new beginners ka kion k capital bohat kam hota hai to account wash ho jata hai ager aap ka capital ziada hai to phir aap market k return honey ka risk lay sakty hain
        • #289 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: erumabbasi پيغام ديکھيے
          dear friendsmein yeah poochna chatee hoon ke kiya humein stop loss lagana chaye yeah nahee hosakta hai market turn ker jae tou aapki kiya raey hai es bare mein?
          Tradong krty hoy stop loss lga laina bohat zroori hai is sy agar hamain loss ho to bhi hamara account wash nahi hota or hamain next trade k liye investmenr reh jati hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #290 Collapse

            forex trdaing main stop loss ki boht ahmiyat hai q k jub hu apny order main stopp loss lgaty hain tu es se hmari trdaing main loss ka factor kam hota hai es ka yahi faida hota hai k hmari trdaing main risk kam se akm ho jta hai
            • #291 Collapse

              Main b ap sr agree karta hun k stop loss nahin lagana chahye. Q k market kisi b waqt reverse men chal sakti hai to phir apko afsos ho ga k Q lagaya. Han albata take profit zarur lagaen
              • #292 Collapse

                Dear trader's,
                Koi bhi acha tajir jab trade open krta he us se pehly ye is bat ka taen krta hy k wo is trade se kitna munafa lena chata he. R agar market us k khilaf chali Jaye to Kitna nuksan wo is trade me bardasht kr sakta he..in Baton ko madde nazar rakh k wo trade open krta he..forex naye zmany ki tijarat he ye boht Teri se results deti he..humesha stop-loss lga k Kam kren ni to account Khali hony k chance hota he.
                Shukriya.
                • #293 Collapse

                  market main stop loss ko use karein gay tab market main jab stop loss lgaty hain jab hamri trade loss main ja rhe hoti hai so hamain tou hamra loss kafi had tak cover ho jta hai hum is main loss say zaida loss say bach jaty hain so hamain is main learning kar k hi trade karni ho gi ta k hamain fida ho saky ga
                  • #294 Collapse

                    g bilkul dear ap ko stop loss or take profit zaroor use krna chahye kyn ke market ka koie trust nahe hai kab down ho or kab up chaly jaye jitna ho sake profit samet kr apne trade close kr dyen is se ap loss se bach sakte hain
                    • #295 Collapse

                      market main stop loss ko use kar k hi um loss say bach sakty hain aur is forex main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is k bary main is k bary main planing karni ho gi tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain
                      • #296 Collapse

                        stop loss ko use kar k hi hum loss say bach sakty hain so hamain is k bary main hard work karni ho gi tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main is k bary main planing karni ho gi tab hi hum achy say perform karein gay aur ahmain is k bary main profit hasil karein gay
                        • #297 Collapse

                          market main stop loss ko use kar k hi hum loss ko cover kar skaty hain so hamain is k rules ko follow kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur hamain is forex main up aur down ko dekh k hi hum kamyab ho sakty hain aur market main rules ko follow karein gay tab hi hum run karein gay
                          • #298 Collapse

                            Re: stop loss.

                            hamain stop los ko use kar k hi trade kar k hi hum achi trade kar skaty hain so hamain is forex main rules ko mind main rakhna ho ga ta k achi trade kar skaty hain aur hamain is sa kafi kad tak cover kkar skaty hain so hahmain is forex main planing karein gay ta k earn ho gi
                            • #299 Collapse

                              Re: stop loss.

                              stop loss ko use kar k hi hum loss ko cover kar skaty hain so hamain is k bary main planing karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forex main knowldge ho ga ta k achi trade karein gay it si ebst
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Re: stop loss.

                                Stop loss ko use krna boht zaroora hota hai har trade mein agr ap stop loss k bagir trade krty hn to ye boht risky ho skta hai apky account k liye.is liye kabhi b ye galti na karain stop loss har trade mein use karain.stop loss boht acha option hai trading mein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X