stop loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    stop los ka tool ap ku aik successful trader bunanay man buhut important role play kerta ha ic man ap apni open trades ku secure ker lyty han aik set rate k sath wahan ap ki trade close hu jatti ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      G humy stop loss zaror lagana chahye during trading q k agar hum stop loss nahi use kaary gye to ho sakta han k humara sara account wash ho jaye aur humary pas trading k liye koi investment bhi na rahy isi liye stop loss ko zaror use kary isi trha hi hum is business me trading kar k acha earn kar sakty han.
      • #273 Collapse

        stop loss aik boht he faida mand tool ha aur es tool ko zror use krna chahye kyu kay es ka sab se bara faida yhi ha kay ye tool humy zyada loss se bchata ha yani hmary capital ko safe rkhta ha aur hum long time kay lye market ma rhty hain lakin lakin agr ap ka capital chota ho to phr ap es kay sath hedge b kr skty hain lakin koshish yhi kry kay apna balance zyada se zyada rkhy.
        • #274 Collapse

          Jo trader forex trading main trading k doran stop loss lagaty Hain aisy traders ko forex trading main bahut ziada Loss ni hota hy aur inka account bilkul safe hota hy aur kbi bi wash ni hota hy
          • #275 Collapse

            is main hum trade kar k sucess ho skay gay aur stop loss lga k hi hum boht hi acha earn kar skay gay aur is say hamain faida hota hai aur loss kam hota hai aur experience hasil kar k hi hum achi trade ho
            • #276 Collapse

              Yes bro stop lose hamre liye bihat achi chez ha stop lose hume bhre lose se bachta ha hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha hum is ma nihat kuch hasil kr sakte hein
              • #277 Collapse

                agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay so humay chahiey keh safe trading karen safe trading stop loss kay sath he mumkin hoti hay
                • #278 Collapse

                  is main hum trade karty waqt is main stop loss ko use kar k bi trade kar skty hain aur apni planing ko is main use kar k kam karna ho ga ta k hum is main acha earn kar k apni har zarorat ko pora kar skay
                  • #279 Collapse

                    maire khayals say tu trading mai stop loss ka zaroor lagana chaiye aur trading kay time per trade entry kay time per he iss ko define kar b daina chaiye. stop loss ke waja sy app ka capital aur trading time dono he bach jatay hain . trading kay doran umeed ke base per stop loss na lagna danishmandi nai hai.
                    • #280 Collapse

                      is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur stop loss ko use kar k hi hum market main sucess hon gay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karein
                      • #281 Collapse

                        stop loss ko lga k hi hum is main loss say bach sakty hain so hamain market main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur market main trend ko use kar k hi hum achi trade karein gay
                        • #282 Collapse

                          Ager ap is me new hy or ap chahty hy k apko km sy km nuqsan ho tu apko lazmi stop loss lagana chahiye ta k ap ak bry nuqsan sy bach saky or is sy faida otha saky
                          • #283 Collapse

                            sir baat ya ha kay forex ma stop loss zarori ha qk mane aek dafa tarde ki thi to ma stop loss lagana bhol gya tha jis ki waja say maujay loss bhi ho gya tha to islay apko lazmi forex ma stop loss lagana chahiye takay ap jab bhi tarding krty ha to market kaha pay bhi jay apko tention nai honi chahiye
                            • #284 Collapse

                              Bhai agar to apka account balance ziada hy to phr apko stop loss ni lagana chahiy aur agar ap ka account balance km hy aur apko drr hy k apka account wash ho sakta market ki ziada movment sy to ap phr lazmi trading k Doran stop loss lagao
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Stop loss k bghair market main kabhi bhi trade nahin karna chaeye new traders ki account wash hony ki main vja he yahe hoti hai k in ko stop loss k bary main ziad pata nahi hota or na vo log stop loss ki value ko samjhty hain stop loss ap k loss ko aik specific point par fix kar dyta hai market ap k against agar chaly tou agar ap us k samny na bhi hon tou ap ko account wash hony ka dar nahin hota stop loss ap k account ko wash hony say bacha lyta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X