Support and Fibo levels kia hain...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support and Fibo levels kia hain...
    Dear friends man app k sath khuch knowledge share kerna chahta hon us main normal support and resistance level to sub ko pata hain but main aj app ko Fibo ki repulsion zone btata hoon jes say market aksar repel hoti hai our ye wo zone hain jes ka ap ko wait kerna hota hai main pic share ker raha hoon but abhe us main app nay price action k signal ka wait kerna hai pher he app trade lain gay 50% and 61.8% ap ki trade k leay best hain
    منسلک شدہ فائلیں
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear aap ne bahot achi information di hai, aap me bahot explaine k sath febonaki retracment ko samjhaya hai, hamen aise hi pak forum pr quality knowledge ko share krna chahiye ta k ham sab members yahan se acha knowledge le saken aur apni trades ko pehle better bna saken.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Dear market mein support resistance ke level Rehte Hain aur Market apni support and resistance test karti hui Upar ya niche ki taraf Jati Hai fibonacci indicator yeah market ki retracement ke liye use hota hai market Upar Neeche ki taraf Jati Hai To wo kon se level Tak retracement kar sakti hai yeh is indicated ki help Se Hum aasani Se Jaan sakte hain
      • #4 Collapse

        Gee bhai aap ne bahut acha brief kya hai aur mein ne iss ko kafi tawajah se dekha aur oarha hai aap ne fibonaci ko bahut zabardast tareeqay se brief kya hai aur aap ka analysis bhi bahut acha hai aisay hi comments kartay rahain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: liayqat پيغام ديکھيے
          Dear market mein support resistance ke level Rehte Hain aur Market apni support and resistance test karti hui Upar ya niche ki taraf Jati Hai fibonacci indicator yeah market ki retracement ke liye use hota hai market Upar Neeche ki taraf Jati Hai To wo kon se level Tak retracement kar sakti hai yeh is indicated ki help Se Hum aasani Se Jaan sakte hain
          Haan to dear main nay bhe apny thread main yahi explain kia hai k aik normal support and resistance hoti hai our aik fibo level hoty hain jes main jab hum trade kerty hain to pher wo humean reversal signal dity hain pher he us k oper trade ker k hum acha profit earn ker sagty hain
           

          اب آن لائن

          Working...
          X