Taking high risk for profit can be wash our acount......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Taking high risk for profit can be wash our acount......
    Main ne aksar friends ko dekha hai k jab unhen trading men thora sa profit hota hai to wo over trading krne lag jate hain aur apne profit k sath apne capital ko bhi loose kr dete hain isliye friends hamen aisa bilkul bhi ni krna chahiye, hamen forex se jo easly gain ho jay wohi hamare liye kafi hota hai.....
    Are you agree with me..?
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji haan Jab aap Jyada profit ke liye Jyada risk lete hain Toh Yeh aapke liye bahut danger ho sakta hai aur kahan se aap apne account ka wash karwa sakte hain iske liye zaroori hai ki aap Kamlesh ke sath kam Kare Kamlesh ke saath kaam karne se aapka account was nahi hoga aur aap market Mein survive kar sakte hain aur Apna trading continue kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Jyada risk Lene Se Hum Apne account ko destroy kar sakte hain aapne Zyada risk nahi Lena risk lene ke liye Pehle Apne account ka balance ko dekh le aur uske metallic aapko risk Le sakte hain Jab aapko market trend ka idea ho jaye ki market mein kaun sa trend hai aur aapne Zyada risk nahi Lena low-risk ke saath kaam Karte Rahe
      • #4 Collapse

        High risk me basically 2 tarah ka result hota he,ya to mala mal ho jana agar profit mil jay to, aor agar liss ho geya to kangaal ho jana taqini he, mery kheyal me taking high risk koi achi bat nai he, slow and steady winswins the race wala formula rherhe best he
        • #5 Collapse

          G dear am ap ki bat sy bilkul agree houn ku mery sath khud kahi bar aisa hov hai j jab profit hota hai to mai or zayda bhari lot lga dati houn jis ki waja sy kahi bar mera account wash hova hai es liye mari b sab ko yahe advice hai k bhot sach samjh k tread lgaye na k zayda k lalach mai sub kuch kho jaye.
          • #6 Collapse

            Trading kay doran account kay hisab say he lot size select karne chaiye. ager trading mai ziada earning karnay ke lalich mai bari lot size select kar kay trading ke jiye tu iss say traders ko bara loss be ho sakta hai aur jis trah sy ap naay baat ke hai account wash b ho sakta hai . achi money management achi trading kay liye bohot zaroori hai.
            • #7 Collapse

              Gee bhai aap ne bahut achi baat ki hai insaan bahut lalachi hai aur issi lalach mein hi woh zayada profit kay lye barintrade kaga deta hai jis ka uss ne koi khas analysis bhi nahi kya hota aur uss ki trade uss ka account wash kar detinhai
              • #8 Collapse

                High risk nai lyna chiya ham ko chiya k ham aram sy sahi soch smjh k trading kry taky ham ko koi bhi loss na ho our ham aram sy sahi trha sy trading kr sgy is sy ham ko bhot hi faida hota hy hamara ccount wash nai hota hy our hams ave bhi tejty hy our profit bhi thora ly lyty hy
                • #9 Collapse

                  Yes you are absolute right. Q k ek dafa main b boht bara loss karwa betha hun lekin Allah ka shukar hai k mera account wash nahin hua tha lekin loss boht zyada tha. Uski waja ye hai k main overconfidence ho gya tha.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
                    Main ne aksar friends ko dekha hai k jab unhen trading men thora sa profit hota hai to wo over trading krne lag jate hain aur apne profit k sath apne capital ko bhi loose kr dete hain isliye friends hamen aisa bilkul bhi ni krna chahiye, hamen forex se jo easly gain ho jay wohi hamare liye kafi hota hai.....
                    Are you agree with me..?
                    Ye baat aap ki bilkul theek hai agar Hum trade karte huye Jyada risk Lenge to usse Hamara account Baywatch hot sakta hai main Do Bar trading karte huye Jyada risk liya tha aur Mujhe account wash ho gaya tha lekin ab main Jyada risk nahi le raha
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X