Limit orders are best tools for trading.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Limit orders are best tools for trading.....
    Jab ham trading k liye mt4 ko open krte hain to hamen sell limit, buy limit, buy stop,aur sell stop k option nazar aate hain, main smajhta hoon k trading k liye ye bahot ache tools hain jab ham apne pc k samne ni beth sakte hain to ham apne orders ko very easily put kr sakte hain.....
    Aapka kia khayel hai....
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear asal ma forex ka to yehi maza hai aur ye facility bohut he best hai kay agar aap soy huy ho ya phr kahin busy ho to aap makhsoos rates pe apna order set kar sakty hain aur aap ko ye ni rehta kay aap nay buy ya sell lagna tha to ab rate change ho gaya. Ma samjhta hun kay ye sahoolat sirf forex pe he available hai shyed aur kahin nahi.
    • #3 Collapse

      SP out of school level Meerut any orders of Kamla Jayenge aap ka business aur aapka profit increase Ho Jata Hai Aap Yahan Se maximum out karne ke liye use kar sakte hain Aurat Namaz information be increase kar lete hain Yeh Sab ke liye Kafi profitable kaam hai
       
      • #4 Collapse

        jee bhai tasting krny k luy hum Sara din to Mt4 k samny nhi hoty to jis price sy hum jo jis pear ko buy ua sell krna chaye whan pr market kb jay gi yah hum ko nhi pta hota is luy hum panding order lga daty hain agir whan jay to automatically order lg jata hai is luy yah tool bohat he ashy hain
        • #5 Collapse

          g han limit orders tools ka agar sahi planing key sath use kia jaye to ye hamary ley bahot hi profitable tools hay, hamy limit orders ko forex news key ideas key mutabeq hi use karna chaye.
          • #6 Collapse

            G bhai bilkul aisy hi hy ye kafi supportive tools hain aik successful trading k liey aur inka sahi istemaal hamari trading ko ziada profitable banata hy.ye tamaam tools pending orders mein use hoty hain aur maximum expert aur senior traders apni trading mein inka use lazmi krty hain
            • #7 Collapse

              Spain Leopard miracle working karna chahiye Jisme limit Mein Rehte working Karenge Aap Ko Sab samajh lag Jayega ki kab kis. Aur kya karna Hota Hai
               
              • #8 Collapse

                Tool

                G ferinds trading k loye kuch tool bohat important hote hein jaise sell limet buy limet yqke profit stop lose agr hume kisi kam ki waja se market ko dekh nai sakte hein tu hume ye tool madad dete hein hamre order khud hi bad ho jate hein
                • #9 Collapse

                  forex trading mein limit orders aur stop order achi trading k liey kafi useful tool hoty hain jinki madad sy ham successful aur profitable trading kr skty hain aur ye tool pending orders mein use hoty hain inks sb sy barra advantage ye hy k inki wajah sy hr waqt pc ya mobile py nhi dekhna parrta bs aik bar pending order lagaein aur market k us level tk pahonchny pr trade khud bakhud open ho jata hy
                  • #10 Collapse

                    bhia jo sarey order ki apne baat ki thi vo ap analysis ke bad hi lagatey hn analyssi krtey hn to apko ye hota hn ke market 1 point oper gya to buy hn ya buy se oper hay to is lie sell limit aur sell stop ya buy stop lagatey hn .... agar neche se buy trade leni hn to buy limit aur agar neche se sell leni hn to sell stop lgta hn :)
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Gee bhai aap ne bahut achi baat ki hai aisay hi tools trading ko aasaan bana detay hain lakin agar yeh sub ko pata hoon tou ab aap ne forum pe yeh baat discuss kar ly hai aur jis jis ne bhi issay parha ho ga ussay tou oata chal gaya ho ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X