Koi be trading mai perfect nahe hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi be trading mai perfect nahe hota
    Ye teek bat hai k koi be trading mai perfect nahe hota han oske pas experience zyada hoge wo ache trading karne mai experts hoga lekan pir be some time wo ghalti zaror karta hoga aor osko be loss hota hoga es leye ye kehna k experience trader loss nahi karte ye ghalat hai es bat ko madenazar rakte howe hum kehte hai k yahan par koi be perfection k sat trading nahi kar sakta
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex market kissi side men bhi move kr sakti hai ham chart pe apni taraf se anlyses krte hain but ham ye ni keh sakte hain k market ab kahan tak ja sakti hai ya next candle jo banne wala hai wo kahan pr banne ga, isliye trading men koi perfect ni ho sakta hai but forex men aise bahot se trader hain jo experence ki madad se kafi achi earning kr lete hain unka experence hi un k liye achi trading ka zarea hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Trading main profit na hony ki bahat se wajohat hoti hein aik tu ap trade lgany main jaldi kar jate hon gy aur sahi taeeqay se market ka tajzia na kar paty hon gy is ke ehlawa abi ap ka forex le bare main knowledge km ho gia jis ki wjh se apko loss hota ho ga yeh sb ap ki apni ghalti ya susti ki wjh se hota ho ga warna fourm main asi koi bat nai jia par ap ka ehtaeaz durust mana ja saky
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
        Ye teek bat hai k koi be trading mai perfect nahe hota han oske pas experience zyada hoge wo ache trading karne mai experts hoga lekan pir be some time wo ghalti zaror karta hoga aor osko be loss hota hoga es leye ye kehna k experience trader loss nahi karte ye ghalat hai es bat ko madenazar rakte howe hum kehte hai k yahan par koi be perfection k sat trading nahi kar sakta
        aik Qool hai, "aik person sab kuch nahi janta, lakan har aik kuch na kuch zroor janta hota hai" definitely jitna marzi koi person learned or experienced ho jaey lakn loss ka risk har aik ko rahta hai. or iss ki wajja ye hai key har kisi main koi na koi kotahi zroor pai jati hai. lakn koshish jari rakhney sey hmaisha kamyabi hi hoti hai. may be success willn't come immediately but it'll be come definitely.
        • #5 Collapse

          Daily experience

          G han dost trading main hum khani be full experience hasil nai kr sakte is main har roz new experience hota hai hume is main menat k sath demo account main practice krni chaiye
          • #6 Collapse

            Trading ma Perfection ke baat ke jaay to mery nazdeek perfection woh hoti hai jis ma aap 80 se 90 feesad tak trades main gain kar rahyy hon aur only 10 se 20 percent aapko loss ho raha ho. Ab agar socha jaay kay aap 100 trades lagain aur 100 he acha profit pe close karin to yee phir namumkin c baat ho jaati hai.
            • #7 Collapse

              Gee bhai perfect ka matlab hai 100 percent aur trading yani forex mein koi bhi 100 percent nahin ho sakta lakin 99 percent tak zaroor ho sakta hai yani uss mein gjalti ki gungaish bahut kam hoti hai aur woh orofit zayada earn karta hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                Ye teek bat hai k koi be trading mai perfect nahe hota han oske pas experience zyada hoge wo ache trading karne mai experts hoga lekan pir be some time wo ghalti zaror karta hoga aor osko be loss hota hoga es leye ye kehna k experience trader loss nahi karte ye ghalat hai es bat ko madenazar rakte howe hum kehte hai k yahan par koi be perfection k sat trading nahi kar sakta
                Forex trading mein bahut Sare traders kaafi time se kaam kar rahe hain lekin unko bhi lost ho jata hai Iski Wajah Yeh Hai K trading Mein Koi Bhi perfect nahi hota aur Kabhi Na Kabhi Kahi na Kahi Koi mistake Jarur kar baithe hai Jiski wajah se usse loss hota hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Kuch na kuch bnda ho hi jata hy jab bnda mhnat krta hy to phr har kam my perfact ho sgty hy our ya zaroei nai hy k who trading ho ya kuch our ho bs practis our hard work zarori hota hy har kam krny k liya tab phr achy sy kam hota hy our kamyabi hoti hy hamy
                  • #10 Collapse

                    Perfect zaat khuda ki ha insan to hamesha se khta krta chla arha ha.han experience matter krta ha hr field m.but zruri ni k Jo experience zyada rkhta ho wo loss na kry.markit ko jitna mrzi smjh lo kahen na kahen ghlti aisi hoti ha k loss hojata ha.
                    • #11 Collapse

                      g bahi ap thek kaha rahy hu q kay ay din market kay new trand ay hutay jis ki waja sa market ka kuch b pata ni lagta hi ya insan kaii gallt fahmi ha ka ma nay itny din lagy hi mujy sab ata hi hamesh insan sikhta rahta hi kabi knh sa kbi knh sa asi traha forex hi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        ni aisi bat ni hy forex trading main trading k bahut ziada expert mojood hain jinko forex trading p mokammml aboor hasil hy han albta un sy kbi kbi koi na koi ghlti zaroor ho jati hy per unko forex trading ka experience ziada hony k naty wo jald apny loss ko recover kr lety hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X