Dear forum members mein nay bahut sari posts mein robots kay baray mein parha hai lakin robots usage ka tareeqa kisi nay nahin bataya kya koi bata sakta hai kay robot kahan se miltay hain aur price kya hai aur yeh kaise use hotay hai aur kya tamam currencies pairs kay lye aur metals kay lye same robot kam karta hai aur kya yeh sara kaam khud se karta hai ya humain bhi kuch karna parta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим