Thread or Posting

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear thread hum tabhe post karty hain na jab hamain help chaye hoti hai,,,,kissi sawal ka jawab chaye hota hai,,,,,and post karna koi mushkil nai hai dear agar ap ko kissi baat ka pata hai to simple ap us ka reply kar do and agly bandy ke help kar do....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      That posting and I think making a thread Both are easy but Both of things You have to think and then You have to make it so if you are interested in making thread then go ahead and make a thread
      • #78 Collapse

        yes brother aap ki bat theek hai ke humain poting ki baje thread karne main asani hai lekin in main agar humain jis thread ka anwer ata hai to humain is ke anwser dene main asani ho gai or agar humain is ka anwser nahi ata to huin is main muskil hoti hai baqi humain us thread ka anwser nahi dena chaiye ..... or next posying karni chaiye is se humain koi masla nahi ho ga....
        м.αqєєℓ ѕнαнzα∂
        • #79 Collapse

          meray khayal mai posting ka kam bohat easy hai es mai just question k mutabik answer dena hota hai agar ham nay es k bary mai learning ki ho ge to ye hamary liye mushkil ni ho ga ha magar kabhe koi asa question a jata hai jo hamy paryshan karta hai par us k bary mai ham net se information ly sakty hai
          • #80 Collapse

            Well dear mera khayal ni hai k posting koe zayada mushkil kaam hai. Jahan tk mera khayal hai thread bana'na zayada mushkil hai posting say. Q k is mai aap ko heading alg say likhne hote hai aur uske detail alag. Aur posting mai sirf comment krna prta hai
            • #81 Collapse

              W\Salam
              han ji aisa hota hai ke post karna is liye muskil hota hai kyoun ke ap ko answer dena hota hai thread main kya gaye question ka aur os main ap ko jo ata hai ap os question ka answer ap de dete hain jab ke jis ka answer ap ko nahi ata hai os main ap ko muskil hoti hai jab ke thread main ap wohi kuch pochte hain jo ap ko problem hoti hai is liye thread open karna easy hota hai jab ke post karna muskil
              • #82 Collapse

                dekhen bhai jan agr ap ne forex se related koi information puchni hx to apko forex forum pe thread start kr k puch lena chahye aur agr apke pas koi information hx jo ap ksi ko de skty ho to apko us thread pe post krna chahye
                • #83 Collapse

                  Bhai mjhay to koi problem nahi hoti posting karnay mein q k is mein thread banana aur posting karna dono bohat assan hai agr apko is mein koi problem araha hai to woh sirf apko typing mein araha hoga
                  • #84 Collapse

                    Yeh bahot zaroori baat hai. Yeh advise hai student k liy. Trading ko aap part time men karen .study is more important than trading. Agr aap educated hon ge to he aap achy tareeqy se trading kar sakty hain aur agar aap study ko chor ke trading karen ge to aik aap ki taaleem ka loss ho ga aur dosra aap trading men bhi kaamyaab nahi ho sakty. Iss liy study pe sab se ziada tawajjo den. :0)
                    • #85 Collapse

                      jb jwab ata ho to phr to posting me koi problem ni hoti or hamen psoting krne k lie hmary pass related knowledge hona boht zarroir ha .
                      jab insan k pass knowledge hota ha to to osko ans dyne me kbi b problem ni hoti or na he wo kbi ghbrata ha ...ni to ap theard creat kren.
                      • #86 Collapse

                        jee ha sir ma apki baat pay agree krta ho sir jo therd hoti ha wo ham asani say bana letay ha or jo dil ata ha wo therd bana lletay ha lakin sir posting krna thora muskil hota ha qk ham jo posting krtay ha wo thora soch samaj kr krni hoti ha tab hi ham ak acha bonus earn kr saktay ha
                        • #87 Collapse

                          bhai ya ti ap per depend kerta ha ager apko lagta hay kay apkay pas achay thread hai jo ap is forum main bana sako to ap is forum main thread hi bana lo.or ager apko thread banay main problem hoty hay to ap bhai is forum main only posting ker lo..
                          • #88 Collapse

                            dear agar thread ka answer dana ma masla aa raha hay to jab humera pass kisi cheez ki knowledge kam hoti hay to hamaien sahi sa pata nah hota ka yeh theek hay yeh nah to us topic ka bara app net sa search kar sakta hay or read kar ka acha comments kar satka hay or forex-pak ma or bhoot sa logo na comments kar ka reply dia hota hay
                             
                            • #89 Collapse

                              may b aisa ho lakin mujhy to posting krna bht acha lagta hai main to posting ko bht enjoye b krti hn agar aap ko posting mushkil lgti hai to aap thread bana liya krain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                forex forum main posting karna ak boht he easy aur interesting kam hai yaha hamen forex trading kay knowledge kay ilawa bonus bhe earn hota hai aur ham is bonus ka sahi use kar kay trading main bhe achi earning kar saktay hain forex forum main threads ko bhe jab ham post karen to wo bhe rules ko follow kar kay he karen forex forum kay rules ko follow karna zrori hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X