Slow aor steady trading apko successful bana daiga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow aor steady trading apko successful bana daiga
    Slow aor steady trading he wo wahid farmula hai jo agar ap use karoge apne trading mai tou kamyabi zaror apki hoge aksar hum small profit aor slow earning k favour mai nahe hote aor chahte hai k jalde say bari amount earn kar k enjoy kare lekan es he ki waja say hum apne sare capital loss kar jate hai kiu k hum na tou small profit ko accept karte hai aor na he wait karte hai so es bat ko zehan mai rakte howe jetna ap slow kam karoge otna ap oper jaoge
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G ha dear mai ap ki ais baat se agree karta hu kun k hum zayda k checker mai hoty hai aor lot atni bari laga dety hai k humra account atna bara ni hota aor market jaisy hi thori si opposite jati hai to hum waha se hedge kr dety hai jis se humri trades phans jati hai agar hum lot kam rakh k aor thora thora profit bananye to kabi hum ko loss ni ho ga aor account bhi growth kar jaye ga.
    • #3 Collapse

      G bahi ap theahk kah raha hain chota trend laga kr ap tohra profit kam sakta hain or jab tohra profit kamayan gain tu trend s ap learn bi karain gain lalach nahi krni chaya ka bonus aya tu bus trade suru kr di tohra wait kro os ka bad trade lagaoo ta ka market ki samaj ap ko ah jaya or loss s bach jao
      • #4 Collapse

        Absolutely bahi aap nay bilkul sahe kaha. Agar aap dekho to takreeban 90 feesad log es market ko es ly join karty hain ka shyedye koi raato raat aameer hony wali lottery hai lekin jab jald bazi karty hain to phr apna nuqsan karwa bethty hain. Es ly mery bahi hum ko thora aur safe profit uthaana chahey.
        • #5 Collapse

          slow trading hume successfull banna deti hai ap ki bat thek hai slow trading main hume zada lose nai hota hai is waja se hamra account be bach jata hai ur hume profit be zada hota hai hume is main zada lalch nai krni chaiye is main hum eik din main ameer nai ban sakte is hume forex main success zahror hasil hoti hai lekin os k liye hume is main menat ki sab se zada zahrorat hoti forex trading business main kambeyab hone k liye hume kafi time lag jata hai 2 se 3 saal kuch trader is main bohat kam arse main success hasil kr lete hein apne apne mind ki bat hoti hai jis ka zada mind ho ga os ko jalti experince hasil ho jaye ga forex main hume aram se kam krna chaiye hum agr eik din main success hasil krna chahte hein tu asa kahbi be nai ho sakta fores main is main hume phaly menat ki zahroat hoti hai phr hi hum is main kuch hasil kr sakte hein
          • #6 Collapse

            Brother aap ki baat bulkal theek hay k slow trading karni chahya aur choti lot lagani chahay kyun k hum zyayda profit ki lalach main bari tarde ya bari lot lagatay hain markit main up aur down sa hamay zayada lose hota hay aur hamra account be wash ho jata hay
            • #7 Collapse

              Dear yeh tou aap ki baat bilkul theek hai hameesha thora thora kar kay profit kamao zayada kay chakar mein paro gay tou khargosh wala hal ho ga aur loose kar jao gay hameesha kachway wali chal chalain aur winner rahain
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                Slow aor steady trading he wo wahid farmula hai jo agar ap use karoge apne trading mai tou kamyabi zaror apki hoge aksar hum small profit aor slow earning k favour mai nahe hote aor chahte hai k jalde say bari amount earn kar k enjoy kare lekan es he ki waja say hum apne sare capital loss kar jate hai kiu k hum na tou small profit ko accept karte hai aor na he wait karte hai so es bat ko zehan mai rakte howe jetna ap slow kam karoge otna ap oper jaoge
                aap ka title bilkul usi baat ko follow kar raha hai "Slow and steady wins the race" definitely same situation here, hamari trading bhi kuch isi trah sey chalti hai. apni investment ka kuch hissa invest karen trade main or observe karen or market values ko check karen. or waqtan fowaqtan check krtey rahen jahan zrort bhaney invest kar den. laikan agar kisi muqam par nuqsaan ka khadsha ho to trade stop kar len. or jahan tak ho sakey koshish ki jaey key profit gain kia jjaey.
                • #9 Collapse

                  Aram sakon se aur tasali se kia gia kam hamesha acha aur faida mand hota hai lekin hum main se aksar km time main bahat kuch hasil kar leny ki koshish main hoty hein aur yehi koshish akhar main bahat kuch kho deny par majboor kar deti hai is se aram aur khachway ki chal se chalty rahein aur khob soch wechar le bad faisa karen jald bazi se kuch bhi acha nai hota
                  • #10 Collapse

                    Jo log forex trading k business main aik hi rat main Ameer bnna chahta hain wo is business main nakam ho jaty hain to is lit aaram sy aur mokamml ehtmad k sath forex trading main trading kro aur kabi bi ziada profit ki lalach main aa k trading ni kro kio k forex trading k business main lalach apko loss main ly jati hy
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                      Slow aor steady trading he wo wahid farmula hai jo agar ap use karoge apne trading mai tou kamyabi zaror apki hoge aksar hum small profit aor slow earning k favour mai nahe hote aor chahte hai k jalde say bari amount earn kar k enjoy kare lekan es he ki waja say hum apne sare capital loss kar jate hai kiu k hum na tou small profit ko accept karte hai aor na he wait karte hai so es bat ko zehan mai rakte howe jetna ap slow kam karoge otna ap oper jaoge
                      G bhai apny bilkul thek kaha agar ham slow slow trading krain or thora profit bnain aisa krna bohat acha hoga q k jab am thora ghora prifut bnaian gy to ham achi trading kr skain gy or risk bhi kum lain gy ap i trade main
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Slow and steady trading sirf long term trading krny waaly traders hi kr skty hain keun k jo log short term trading krty hain woh aksar scalping ya hedging k chakkar mein parry rehty hain aur thory sy profit py hi trade close kr detey hain aisy log jaldi ki wajah sy kabhi kamyab nhi hoty
                        • #13 Collapse

                          Ya bb sahi hy k sow trading krny sy ham ko bhot faida hota hy ham us my tention nai lytty hy us waja sy ham ko phr lalach nai hota hy our losss bhi nai hota hy slow trading bhot zeqda best hy bhot achi hy kio k ya loss nai krwati hy baki loss krwati hy fast trade krny sy bhot loss hota hy
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #14 Collapse

                            Is profession main hamain consistency tu dekhana paray gi kiunke agar ham is business main aik week in rahay hain aur phir kuch arsay ke lie out ho jain tu phir jab wapas ain gay tu market ke baray main bilkul blank hongay aur hamain bilkul nai sere se kaam aur mehnat karna paray gi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han slow trading karn ka faida ye hota hay key app ko market ko analysis karny key ley zeyda time mil jata hay jes se app achi tarha market ko observe kar sakty ho, es me loss ka chance kam ho jata hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X