Forex trading ky side effects

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ky side effects
    Forex trading main profit hasil zarur hota hai but isky side effects bhi hain jo share ker raha hun inko please avoid kia kerain
    Bonus per loss hony per bhi bahot zyada preshan ho jana
    Koi critical work achy tareeqy sy na ker pana jab mentaly forex main hon aur physicaly koi aur kam ker rehy hon
    Continue loss hony per pait main dard shuru ho jana
    Family ko time na day pana
    Events ko miss ker jana
    etc...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Wao, but kazmi sahb ye kia kam haink aapko trading k liye bonus mill rha hai jo k ham kabhi bhi apni jaib se invest ni kr sakte thay, q k forex aik risky business hai aur ham ismen apni investment krne se darte hain, dear agar aap forex per aik time table k motabiq kaam krte hain to forex aap k liye bahot acha hai aur ismen kou side effect ni hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      G haan bahi aik baat jo mane khuf experience ke hui hai wo ye hai ka jab ham logon ka dhiyaan poora apni trades par nahi ho ga aur hum market ko dekhy ya samjhy baghair kaam karna suru kar den gy to phr hum ko nuqsann lazmmi hotaa hai. Es ly jab hum market ko analysis karin to poora foucs udr he hona chahhey.
      Last edited by ; 22-05-2018, 07:54 AM.
      • #4 Collapse

        G dear agar hum ais market mai kaam kar rahy hai to hum ko kuch rules bana leny chaye mean hum ne her trade k sath tp aor sl zaror lagana hai aor hum apny account k hisab se hi lot use kary gay agar hum aisy karty hai to trades laga k hum befikar ho sakty hai kun k hum ko phir tension ni ho gi market jis taraf jaye humry orders auto par close ho jaye gay hum sath koi aor kaam asani se kar sakty hai.
        • #5 Collapse

          Bahi ya jo na bataya hai ya sub initial stage pr hota hai or loss s to hun sekhta hain agr losses na hon tu pr trading kis kam ki is lia losses ko face karain ho or is ko apna mind pr mat sawar karain balka relax rahain
          • #6 Collapse

            Bhai Ap koi bhi business kren to loss to sath sath chalta he or apko zindagi k baqi mamlat bhi chalane hote hen ,lakin ye aik bht e acha forum he Jo apko moqa deta he bagher investment k kam ka to Ap relax ho k trading kren family ko bhi time den or forum ya trading k koi side effect nai I think bas cool ho k kam kren.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
              Forex trading main profit hasil zarur hota hai but isky side effects bhi hain jo share ker raha hun inko please avoid kia kerain
              Bonus per loss hony per bhi bahot zyada preshan ho jana
              Koi critical work achy tareeqy sy na ker pana jab mentaly forex main hon aur physicaly koi aur kam ker rehy hon
              Continue loss hony per pait main dard shuru ho jana
              Family ko time na day pana
              Events ko miss ker jana
              etc...
              actually koi bhi business jahan hamen buhat sary mufadat provide karta hai sath wahan aam si baat hai key waqat talab hai. or joo ap ny effects identify krwaey hain wo to normal kisi bhi business main ho saktey hain. or haqeeqtan asey hi hai keh, during business na to family ko time diya ja skta hia, or na events celebrate ho sktye hain. lakn phir bhi jahan tak ho skey waqat nikalna chaheay or business bhi apni roteen main chalta raehey
              • #8 Collapse

                Dear frend ap ny bilkul theek baten share ki hai kun k ye aam si bat hai k jab hm bhot zayda kisi chez ko apne oper sawar kar lety hai or phr hm os chez sy hath kar koi kam karna b chaye to nai kar sakty kun k hmara zahen to doary kam mai he atka hota hai ea liye behtari esi mai hai k hm forex ko b aam busnies ki tarha he ly or ye bat b zahen mai rakhy k bussines mai kab loss hota hai kabi profit es liye zaruri to nai hmy har bar treading mai profit he ho es mai loss b lazmi hai .
                • #9 Collapse

                  Dear forex member aap ne tou bilkul mere dil ki aatain ki hain aur bilkul theek ki hain bilkul aisa hi hota hai jab banday ka loss hota kyun kay jub hum bonus ko apna samajh kar trade karain gay tou hum trade mein serious hoon gay warna tou loss hi ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Ap ki bat theek hy per hmko is cheez p qaboo rakhna chahiy kio k yeh aisa hota hy k jab ap ko forex trading main trading k doran loss ho raha ho to aik tension zaroor hoti hy per is tension ko hm qaboo bi kr sakty hain aur forex trading k business k elawa baqi cheezo p bi tawajo Dena ho gi aur he Kam chahy profit ho ya loss isko sabar k sath berdashty krna chahiy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X