Jitni zyada tension utna bara loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jitni zyada tension utna bara loss

    Ji han dear Forex trading Mein kam karte hue agar aap tension Lekar kam Karenge to aapko Loss hone ke chances Jyada hote hain isliye aapko chahie ke Sabar k sath aur cool mind hokar Apna Kam Karen Jyada Se Jyada mehnat Karen aur tension Na Le Bal ke Sawar ke sath kam Karen Taki aapko Ek Achcha parafit Hasil ho sake.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jitni zyada tension utna bara loss

      How are you frnd g bulkul forex business me agr ham ziyda tension ly gy to ham ko ziyda loss ho ga ham ko chiya k apny mind ko fresh kr k km krna chiya fast time ziyda sy ziyda km krna chiya us time km acha hota hy us time ziyda sy ziyda profit bhi hota hy
      • #18 Collapse

        Re: Jitni zyada tension utna bara loss

        Ji bilkul aapko chahie kis market Mein kam karte hue bahut jyada tension mat le no doubt ki market bahut risky hai yahan per last bhi hota hai lekin agar aap bahut jyada tension Lenge to uski wajah se aapko loss Bhi Jyada hoga to baat yah hai ki aap dekh Bhal kar kam Karen aur knowledge experience Hasil Karke Jab aap Jyada tension Lenge to uski vajah se aap koi bhi theek decision Nahin Le paate aur is vajah se aapko loss Bhi Jyada Hota Hai
        • #19 Collapse

          Re: Jitni zyada tension utna bara loss

          Kisi b kaam ko ba ahsan tor pr anjam dyny k liye zehni skoon bohat zroori hai tension main liye gye aksr faisaly ghalt sabit hoty hain is liye forex main kamyabi k liye zroori hai k hm samj dari or sanr ka muzahira kryn wrna tension sy kaam krny sy bry loss ka samna krna prta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Jitni zyada tension utna bara loss

            Aoa....hamen always trading bagair fear k krni chahiye, aur apni stragty aur experence pr confidence hona chahiy.Ap tension leker krenge to Ap kabhi bhi successful nahi ho sakte or khas tor per trading to mind ko relax rkhe bagher Ap sahi Faisal nahi kr sakte islie agar Loss bhi ho raha ho to relax rehne ki koshish kren take Ap recover kr shaken.

            اب آن لائن

            Working...
            X