Apni trading ko asan kesy banaya ja sakta hai hamain thora sa profit hasil kerny ky liay bahot sari mehnat aur work kerna perta hai lekin jab loss hota hai tou baghair kisi mehnat ky bahot zyada ho jata hai jis ko recover kerny main hi bahot time lag jata hai tou please apny apny comments main trading ko asan kerny ka tareeqa share kerain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим