indicators ke pehchaan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators ke pehchaan
    Indicators 2 qism k hotay Han .koi b indicator use krny sy pehly ye zroor check kren k wo indicate kya krta hey.kuch indicator forecast krty hn mgr kuch previous trend btaty hey.
    Matlab some are leading other lagging.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai agar hum indicators use karna chahtea hain tou humain yeh zaroor maaloom hona chahyea kay hum ne kaun sa indicator kis time pe use karna hai agar hum aisay hi tukay pe indicator use karain gay tou nuqsaan ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Indicators ko agr use krna ajaye to loss ko by kaha ja skta ha aur aik achi earning k sath trade ki ja skti ha lekin baaz auqat indicators k apposit bhi markit chal prti he lekin aisa bht km hota ha.so hmen indicators ko pehly achi trah smjhna chahiye usky bad act upon krna chahiye.
      • #4 Collapse

        Dear indicator ki aap ne jo pechan btai hai wo kafi achi btai hai. Hamain chiay kay ham jab bhi indicator per trading karain apnay bonus account say.
        To bonus ko daikh kar trade karain. Agar market ranging ho to hamain chiay kay apnay bonus account per ranging indicators rsi or cci wagera use karain.
        Or trending market kay liay adx wagera sahe raita hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: wisdom words پيغام ديکھيے
          Indicators 2 qism k hotay Han .koi b indicator use krny sy pehly ye zroor check kren k wo indicate kya krta hey.kuch indicator forecast krty hn mgr kuch previous trend btaty hey.
          Matlab some are leading other lagging.
          Sab indicators trading k liye faida mund hain laikin hamain un pai 100 percent yakeen nahi krna vhaye q k ye aksar ghalat bhi hoty hain is liye hamain news pai bhi nazar rkhna chaye
          FRD 07 TRADING JOURNAL

          اب آن لائن

          Working...
          X