Trading mein robots ka istemal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein robots ka istemal
    Dear kya trading mein jo robot istemal hotay hain woh saray kaam khud se kartay hain mera matlab hai kay analysis karna news ko follow karna indicators ko use karna please apni rai zaroor batain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear robot news wagaira ko ni dekhte hain aap Robots men jo Stragty put kr dete hain wo ussi k motabiq kaam krte hain issi waja se to robots ki trading kabhi bhi succesfull ni hoti hai, aur hamen krni bhi ni chahiye q k robots khud se koi bhi faisla ni kr sakte hain hamen khud apni stragty k sath hi trading krna better hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Nahi dear robot to just aik computer program hai jo set of instructions pe kaam karta ha. Robot koi bhe decision bahir kay halaat dekh kar nahi leta bal kay wo technical analysis pe chalta hai. Es ly kehty hain kay robot ko istamaal nahi karna chahey. Aur manual trading karni chahey.
      • #4 Collapse

        No dear aisa bilkul bhi nhi hy robots kabhi bhi na to news dekh skty hain aur na hi market analysis kr skty hain ye to just aik computer ki tarah kaam krty hain jis mein jis tarah ki ham setting ham krty hain ye bilkul waisy hi kaam krty hain means k hamari feed ki hui strategy ko follow krty huye trading krty hain
        • #5 Collapse

          Bahi jan robotes kibi bi kud kuch nai kerty jo bi cheZ ap robots ko dety ho wo sirf unhi bato ko mad e nazer rakhty houy hi ser injam dety hen aur usi motabik hi trade kerty hen is leay roboets ka istemal zida nai kerna chaeay zida zor menual treading pr dena chaeay
          • #6 Collapse

            Trading me robot se help nai lena chahiy q k hum khud hi in me analysis kr k feeding krty hen ho k bad me robot usi ko use krta he, chon.ky hmary analysis 100% confirm nai hoty aor bar bar change hoty rehty hen according to situation ,isi liy hmen manually ha bar khud se trades pe kam krna chahiy na k robot me old feeded instructions pr rely kren
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Trading mein robot ka istemal Sahi nahi hai sabse Pehle Toh Jab aap ko robot purchase karna padega aur uske baad aapko bahut jyada investment karna padegi Phir report trading kar sakta hai Aur Ek aur baat robot set Jab Jab trading karte hain to report aapko bahut kam profit deta hai aur jab aap khud trading karte hain toh usse aap bahut jyada profit Hasi kar sakte hain aur aap apne experience ke Mata bhi kisi bhi baat Apne tradeco close kar sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X