Effect of attack in world largest economy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Effect of attack in world largest economy
    Dear aap ko pata hai jaisay kay world largest economy jaisa United States hai. Un ki aik riasat texas main school per attack hua hai.
    Jis say america main tension creat hui hai.
    Jis waja say aap kay lain kay next week kay kuch 1st days main dollar week honay kay chances bot zada hain. Is liay political uncertainty daikh kar trading karain. Aap kay stop loss hit honay kay chances bot zada hain.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear aapki information bahot achi hai really iss attack ki waja se dollar ki qeemat men kami ho sakti hai aur ho sakta hai k kch dinno k liye jitne bhi usd pairs ya gold hai wo up aa jaen air usd ki trend sell ho jay, aapne ne achi information di hai ham men se bahot se members k order lagge hiye honge aapki iss information ko shear krne se ham apni trades pe zarur nazar rakhen ge.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Brother is tra se attacks se economy ko koi khas frq nai prta hy han agr 9/11 jesa waqia ho jay to fr bra frq pr jata hy magr choty attacks se us particular country ki companies k share ka rate to gir skta hy mgr economy ko koi khas frq nai prta
      • #4 Collapse

        Dear world largest economy america per jaisay school attack pelay bhi hotay raitay hain. Koi masla nahi hai itna. Laikin aik terrorist activity kay zumray main ata hai ye sab kuch is liay hamain chiay kay next week dollar per jaiday aap ne btaya kay selling opportunity mil sakti hai hamain. So bonus account per trading say hamain is tara faida hasil karna chaiay ta kay bonus grow ho jay overall.
        • #5 Collapse

          Dear aap ne bahut achi baat ki hai lakin aisa hona mumkin nahin kyun kay aisay waqiaat tou world mein aksar hotay rehtay hain aur yeh tou unn ki apni riasat mein hua hai agar america kisi mulk per attack karta tou phir dollar kay down honay ki umeed hoti
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
            Dear aap ko pata hai jaisay kay world largest economy jaisa United States hai. Un ki aik riasat texas main school per attack hua hai.
            Jis say america main tension creat hui hai.
            Jis waja say aap kay lain kay next week kay kuch 1st days main dollar week honay kay chances bot zada hain. Is liay political uncertainty daikh kar trading karain. Aap kay stop loss hit honay kay chances bot zada hain.
            Warka effect Forex trading Rainbow Zala hota hai aur ja sake In Dino America aur Saheliya main issues ho rahe the toh usse bhi bahut jyada effect Toh Hua Hai Forex trading pe
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Bahi agar daikha jaay to ye aik Americans ke taraf se dikhaya gaya hai kay 1 student nay ye hamla kiya hai to es ka matlab hai koi bari tanzeem es ma involve nahi hai. Mujhy nahi lagta es ka koi fark pary ga usd ke value pe. Ye itna bara wakiya nahi hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X