Forex main emotions ka role kia hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main emotions ka role kia hy
    My trading fellows forex main greed our fear do factor involve hain our un pay humeray emotions ka amal kerty hain mean greed humery bonus ka major killing factor hy us ko jab tak khatm nahe karean gay tab tk success nahe milay ge second jab greed k sath trade karean gay loss ya account wadh ho ga to app k andar dil main loss ka khoof beith jaey ga pher emotions ko control kerna mushkil ho jata hy to firsrly greed ko he control ker k real profit earn kia ja sagta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ye baat new bandon ky ly bohut important hai. Greed se zayda emotions hum par asar andaaz hoty hain jab new trader forex join karta hai to wo zayda expectations lay kay aata hai aur agar 1 trade ma profit ho jaay to phr usi time dosri trade laga deta hai. Emotions pe kaboo na hony ke wajha se wo kamya hua paisa bhe ganwa deta hai.
    • #3 Collapse

      Dear aap ne forex trading main emotional feelings ka role likha hai yehe sab say bara factor hai jis waja say hamain loss hota hai. Hamain chiay kay bonus account per trading small lots per karain ta kay zada preshani ka samna na karna paray or stop loss zaroor daina chiay kiun kay stop loss na daina bhi trading nahi gambling hai. Or gambler kabhi bhi profit hasil nahi kar saktay. So emotions kay two factors hain
      Greed and fear.
      Greed say lot size increase hota hai.
      Or fear say ham trade lagaty hi nahi hain.
      • #4 Collapse

        Dear friends ap ny sahe kaha hy forex trading ma experience, fundamental and technical analysis k sath sath emotions ka b bohat bara kirdar hy agar ham apny emotions and greed ko control kar len to is sy ham kafi had tak forex trading ma kamyab ho sakty hen and greed aik aesi cheez hy jis ka forex trading ma loss hony men main kirdar hy
        • #5 Collapse

          Dear member aap ne bahut achi baat ki hai emotions per humara tab control nahin rehta jab hum greednki wajah se trade mein bahut agay nikal jatay hain aur ohir wahan se wapsi mushkil ho jati hai aur uss ka result ye nikalta hai kay ya tou humain bara loss hota hai ya phir account wash ho jata hai
          • #6 Collapse

            Emotins ki waja se hi to sara kam kharab hota he, maheny bhar ki mehnat minton me urr jati he, trading ko emotions se seperate rakhna chahiy, emotions achha trader ban'ny me sb se bara rukawat hen, hmen trades open / clise krty waqt analysis ko follow krna chahiy na kkk emotions ko,
            • #7 Collapse

              Dear member jab hm aik lot lgaty hai or hmy profit haail hota hai to hmary dil mai or zayada earn karny ki khuwaah peda ho jati hai jis ki lalach mai hm or zayda bhor lot lgany lgty gai jis ka nuksan ye hota hai k hmara account wash ho jata hai or hmary pory maheny ki mehnat pani mai mil jati gai es liye behtar ye hai k hm apne jazbat ko countrol mai rakhy or behtar ye hai k hm apne bouns k hisab sy earning k b aik limit rakhy k hmy daily ka kitna earn karna hai es tarha ap aik limit mai rahy gai begair kisi khatry k.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                My trading fellows forex main greed our fear do factor involve hain our un pay humeray emotions ka amal kerty hain mean greed humery bonus ka major killing factor hy us ko jab tak khatm nahe karean gay tab tk success nahe milay ge second jab greed k sath trade karean gay loss ya account wadh ho ga to app k andar dil main loss ka khoof beith jaey ga pher emotions ko control kerna mushkil ho jata hy to firsrly greed ko he control ker k real profit earn kia ja sagta hy
                hamara aik almiya ye bhi hai keh agar hamen kuch reliable platform nazr atey hain kuch gain krney key liey tu definitely hmari koshish hoti hai ki jitni jaldi ho skey or jitna ho skey ham earn kar len kahne ye offers ya program khatm na ho jaey. to buhat jaldi or buhat ziada earning key chakr main ham buhat galtiyan kar jatey hain jo key us platform key reference naqabal-e-tlafi ho jati hain or ham bajaey kmaney key jo pas hota hai us sey bhi hath dhoo bhaithtey hhain. so hamen patience key sath apney work per twajja deni chaheay kor koshish hmaisha achey key liey kartey rahna chaheay
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                  My trading fellows forex main greed our fear do factor involve hain our un pay humeray emotions ka amal kerty hain mean greed humery bonus ka major killing factor hy us ko jab tak khatm nahe karean gay tab tk success nahe milay ge second jab greed k sath trade karean gay loss ya account wadh ho ga to app k andar dil main loss ka khoof beith jaey ga pher emotions ko control kerna mushkil ho jata hy to firsrly greed ko he control ker k real profit earn kia ja sagta hy
                  Trading main emotions bohat ziada ahmiat rkhty hain agar ham agar apny emotions pai control.rkh kr trade krain gy to achi trading kr skain gy or hamain hamainsha trading krty hoy greed pai control krna chaye
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    bhia emotion ka khel bohat hi zyada hn market me bohat emotion se hi banda apne havas khoo behthat hn aur oske bad vo over loting krke account hi washed kr deta hn to emotion control krna chaiye :)
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex trading business me agar app emotional hon gey to es ka ye matlab hay key to app ka capital hay us ka 99% chance hota hay key wo be kesi time loss ho sakta hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X