Dollar p ziada umeed na rakhi jay forex trading main.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollar p ziada umeed na rakhi jay forex trading main.
    Ziada logo ka khial hy k ab dollar mazboot ho gia hy aur ab wo trading main dollar ka trend strrong samj k trading kr rahy hain per ap ye dollar ziada dair tak kbi bi strong ni raha to is liy dollar p tradind bahut ziada ehtiat sy kro aur short term trading kri.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ye to friend anay wala time btaey ga jes main humery fundamental our technical analysis kia khety hain ye btain gay our pher us k mutabik dollar our gold k analysis ker k to hum log trade kerean gay abhe to dollar week hoa hai jes say gold ki down move hoi hai
    • #3 Collapse

      jee dear brother forex trading waisy bhi boht he dangerous qisam ka highly risky business hy is mn kici bhi currency py complete trust ni karna chahye, aur dollar to chun kay principal ya central currency hay is py to trust hy he ni because ye fluctuate boht hota hay
      • #4 Collapse

        dear dollar ki value different reasons ki wajah sy kam ziada hoti rehti hy aur is sy ziada strong currency koi nhi aur agr iski value kuch arsa k liey kam ho bhi jaye to wo temporary hoti hy jb tk america mein koi barri change na aaye ya phir koi aur currency iski jaga na ly ley ya phir kafi saary mulk apni trading kisi aur currency mein start na kr lein tb tk iski value permanently kam nhi ho skti
        • #5 Collapse

          Dear friends main to kehta hun k forex men trading k lye gold sab se best hai. Lekin is men ihtyat boht lazmi hai. Q k pichly 2 din se gold boht nechy chala gya hai aur boht se logon ne is men loss kya hai. Gold men short time trade achi hai
          • #6 Collapse

            J brother ap nain bilkul theek kaha ha is waqt dollor ki price kam hui ha jis ki waja say dollar pay trade karnay main koi faida nahin
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Dear aap logoun ne bahut acha brief dya hai dollar kafi din mazboot rehnay aur apny market mein value high rakhnay kay bad stable tou hua tha lakin ab woh down hona start hi gaya hay aur anay walay dinoun mein aur down ho ga
              • #8 Collapse

                Is main koi shak nahi hai ke ajkal dollar bohut strong ja raha hain. Aur ziada tar pairs jasa ke eur/usd aur gbp/usd downtrend main ja rahay hain. Lekin is waqat koi aik buri khabat dollar ke hawalay se teend change kar sakti.hai is lie hamain trade kartay hoay bihut mohtaar rehna chahie.
                • #9 Collapse

                  nahe g aisy bat nahe hai k forex main ham ko dollalr per zyda umeed nahe karhni chahiy. q k jahan tak mera khyal hai dollar aik basic cheeze hai jiss per market base karty hai to agr dollar ki price main increase hoty hai to us k sath k pair main kami hoty hai. or sab se barh kar yah bat k gold main bary changing aty hai dollar ki price main change any se
                  • #10 Collapse

                    G bhai apki baat kisi had tk sahi hy lekin agr koi trader permanently currency pairs py krta hy aur maximum major currency pairs mein dollar hota hy aur trading bhi krni hy han jahan tk dollar ko sell ya buy ki baat hy to woh hr trader k apny knowledge ,experience aur market analysis py depend krta hy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
                      Ziada logo ka khial hy k ab dollar mazboot ho gia hy aur ab wo trading main dollar ka trend strrong samj k trading kr rahy hain per ap ye dollar ziada dair tak kbi bi strong ni raha to is liy dollar p tradind bahut ziada ehtiat sy kro aur short term trading kri.
                      Dear main apki baat sy agree nahi krta agar koi traders gold ko strong smjh kr trade kr rahay hain to wo news lai kr ttade kr rahay hain or agar wo news pai nazar rkhty hain to wo phr sy news pai nazar rkh kr or bhi achi trade kr lain gy
                      FRD 07 TRADING JOURNAL

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X