Fundamentals analysis vs technically analysis konsa method ziada impect krta hai.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamentals analysis vs technically analysis konsa method ziada impect krta hai.?
    Ham trading k liye aksar technically analysis krte hain aur ham uss men succesfull bhi ho jate hain but kabhi kabhi hamari analysis wrong hone ki waja news bn jati hain, wese to market ne hamare haq men move krna hota hai but jab news aa jati hai to hamare against challi jati hai.
    Aap k khayel men konsa method market per ziada asar andaz ho sakta hai..?
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ye aap kay uper depend karta hai kay aap kis kisam kay Annaylis kar rahay hain. Agar aap sirf fundamental per trading kartay hain to phir technical trading na karain to best rahay ga laikin agar aap technical trading kartay hain. To news time ya economic calender news time trading say exit ho jaia karain. Tab he aap ka bonus account sahe grow karay ga.
    • #3 Collapse

      market per dono analysis ka impact parta hai..agar ap news per trading karty hain to phir pa ko technical analysis ki koi zarurat nhi hai..aur agar ap technical analysis karty hain to phir ap ko fundamental analyis ko bhi dekhna chahye..technical analysis karny k bad us time trade place nhi karna chahye jb koi news release hony wali ho..q keh jb news release hoti hai to yeh technical analysis ko fail kar deti hai..
      • #4 Collapse

        Dear aap ka analysis bhi bahut acha hai aur aap ka sawal bhi bahut zabardast haiaur mere khayal mein tou agar aap technical analysis khud karain aur unn ko investment.com per technical analysis kay sath match karain tou aap ko result bahut acha milay ga
        • #5 Collapse

          Bahi mery khayal se to dono he important hain agar aap technical analysis ko chor dety hain sirf fundamental analysis pe kaam karty hain to bhe aap ko nuqsan ho sakta hai aur aagar aap fundamental ko chorty hain to phr technical pe kaamil bharosa aap nahi kar sakty.
          • #6 Collapse

            dear hr trader ki apni strategy aur planning hoti hy aur woh market analysis bhi ussi hisaab sy krta hy jo log technical analysis krty hain unhein chahiey k saath mein news ka bhi khayal rakhein keun k ap jitna bhi acha technical analysis kr lein news ap k analysis ko fail kr skti hy
            • #7 Collapse

              slaam to all members.. dear app ka ilwa har kisi ka sath yahi hota ha app ka sara plain strategy dari ki dari reh jati ha ur market ki news app ki trade ka against chali jati hain is ka mera kyial sa ko perfect hal nahi ha ka app 100 % sure ho sako app ko technical news study krni chye to insta ki expert team deti ha...
              • #8 Collapse

                2no analysis k bahut ziada ahmyat hai mery khayl mn fundamental analysis ziada zarori hain lakin technical analysis sy inkar ni keya ja sukta
                • #9 Collapse

                  News trading bohut important hai lekin us se ziada technical analysis hain kiunke kisi bhi big news ki waja se aik baar tu market harkat karti hai lekin us ke baad phir wohi support aur resistance price ko follow karti hai jo ke technical analyiss ka hissa hain lehaza hamain chahie ke dono par hi tawujo dain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    mery opinion k mutabik technical analysis best hain koin k us main jab ap us base pay trade kerty hain to pher app ko news ki zeada tension nahe honi chahy app k ager analysis theek hain app nay demo main practice ki hoe hai to pher app market main smart money k sath trade karo gay our app ko acha profit earn ho ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X