Different spread in different pairs
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Different spread in different pairs
    Dear members her currency pair aur commodities ka apna apna spread hota hai aur mera sawal hai kay yeh spread different kyun hota hai same kyun nahin hai please reply your comments thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear market main spread each pair ka kabhi bhi fix nahi ho sakta.
    1) har pair ki voltality difference kay hisab say spread hota hai.
    2) secondly aap ko pata hona chiay different currency kay different interests rate hotay hain. Jis waja say spread kam zada hota hai.
    3) currency exchange rate ko made nazar rakh kar spread broker daita hai.
    4) jo broker zada regulated hota hai us ka spread kam hota hai.
    • #3 Collapse

      Different brokers offer different spread level
      • #4 Collapse

        Har currency ka apna aik spreed hota hai kisi ka km kisi ka zaida yeh currency par depend karta agr kisi currency main karobar zaida ho raha hota hai tu us ka us hosab se spreed zaida ho jata hai aur jin par business km ya na Hony ke barabar hota hai un ko km spreed hota hai same yehi bat haii jo cheez market main zaida famous ya mang rlzaida hoti hai wo mehngi ho jati hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          my trading fellow forex main spread different us leay hoty hain koin k her pair ki movement different hai jesa k EURUSD main boht kum trade hoti hai 3 pips ka spread hai our major or bhe pairs hain jin main spread kum hota hai to kum broker ko commission milta hai app cross pairs check karean un main traders zaada interested hoty hain un ka spread 7 say 12 hai same gold ka spread 60 pips hai to us pay broker ko commission milta hai

          اب آن لائن

          Working...
          X