Why meta trader 4?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why meta trader 4?
    Dear member mein aap se poochna chahta hoon kay log meta trader 4 hi kyun use kartay hain trading kay lye jab kay iss kay ilawah aur bhi bahut sari applications hain unn ko kyun use nahin kya jata please apnay remarks zaroor dain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han trading ky liay bahot sari applications available hai but meta trader 4 main bahot sary function available hai jesy bahot sary indicators hain news hain aur apni marzi ki colour selection hai chart types hqin tou aesi facilities baqi applications main nehi hoti isliay meta trader4 beet hai
    • #3 Collapse

      Ap ny achha topic chuna ,waqai meta trader 4 me baqi applications ki nisbat zeyada facilities hen jis ki waja se is ko periority di ajati, graph aor colour selection k ilawa bhi koi facalities agar ap k mind me hen to please lazmi share kren
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        meta trader 4 ko analysis k liye ziyada use kia jata hai..q keh aik to meta trader 4 user friendly hai..is sy trade asani sy market ka analysis kar sakty hain.. aur is main analysis k liye sari tools,charts,indicators, news majood hai..trader ko trading sari chezain aik hi software main mil jati hain..

        اب آن لائن

        Working...
        X