Trade zyada hold rakne say profit ka loss mai tabdel hojana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade zyada hold rakne say profit ka loss mai tabdel hojana
    Aisa aksar hota rehta hai k ik trade acha khasa profit mai hota hai lekan hum osko mazeed hold rakte hai jeski waja say os trade ki profit loss mai convert hojate hai aor humare hat kuch nahe aata so maire khyal mai ik trade ko itna hold be nahe rakna chaheye taake hum profit k bajae loss kare so os profit ko accept kar k next trade k bare mai sochna behtar strategy hai.
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
    Aisa aksar hota rehta hai k ik trade acha khasa profit mai hota hai lekan hum osko mazeed hold rakte hai jeski waja say os trade ki profit loss mai convert hojate hai aor humare hat kuch nahe aata so maire khyal mai ik trade ko itna hold be nahe rakna chaheye taake hum profit k bajae loss kare so os profit ko accept kar k next trade k bare mai sochna behtar strategy hai.
    Mere saath bhi Aisa Kabhi Baar Hua Hai Mujhe Jab profit Hota Hai To Mai Sochta Hoon Ke Mujhe aur profit ho jaye aur Main Apni trade Ko Kut nahi karta Jis Se market ka trend change ho jata hai aur Mujhe loss hone lag jata hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Aisa aksar hota rehta hai k ik trade acha khasa profit mai hota hai lekan hum osko mazeed hold rakte hai jeski waja say os trade ki profit loss mai convert hojate hai aor humare hat kuch nahe aata so maire khyal mai ik trade ko itna hold be nahe rakna chaheye taake hum profit k bajae loss kare so os profit ko accept kar k next trade k bare mai sochna behtar strategy hai.
      Hame chahiye Ke Jab Hum a profit hoga toh hum Thode Ki Zaroorat Hai in hazaar Kare Agar Hum Jyada profit ki laalach Karenge toh Sakta Hai Hamari great loss Mein Chali Jaye
      • #4 Collapse

        Bhai jab bhi trade open ki jaey tou pehly yeah planing ker li jaey ky selected amount tak agar profit hoga tou trade close ker dun ga aur agar itna profit hasil ho raha ho tou lalach kerny sy behtar hai ky trade close ker dain warna yeah market both directions main move kerti hai aur profit bhi loss main badal jata hai
        • #5 Collapse

          Bahi agar aapko confirm hai kay market aap kay against jaay ge to phr aap beshak trafe close kar dain lekin agar aap ko ye sure hai kay market aap ke trade kay ly achai rahy ge to aap beshak close na karin bal kay sl move kar kay entry point pe ly aain ta kay market aap kay khilaaf move kary to aapko njqsan na ho.
          • #6 Collapse

            Dear agar aap ne trade kisi aisay point pe laga de hai jis kay baad market apna trend change kar gae hai tou aap ko loss hona start ho jata hai iss lye trade lambi hold na karain aur kamloss mein close kar dain aur baray loss se bachain
            • #7 Collapse

              trade agr hm ziada dair tk lgain to hmain market kbi up hoti hai or kbi down.market main trend change honey se ap ka loss profit main badal jy to ap ko chye k ap wo trade close kr do.main khud abi market main demo use kr rha hu Q k demo account main learning kr k hard work se main account main earn kia ja sakta hai..
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Lalach buri bala. mery khayal main yh naseehat is poat k lia mozoon hy k jb humain profit ho raha ho tou humain apny analysis k mutabiq chalna chahia na k ziyada profit k baray main lagy rehna chahia. market ka kuch pata nai chalta k kis waqat change ho jay. so humain reasonable profit ko accept ker lyna chahia.

                اب آن لائن

                Working...
                X