Spread kisy kehtay hain?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread kisy kehtay hain?
    Asal may Bid price or Ask price k darmiyam ka jo faraq hota hay usko spread kehtay hain ya phr hum yun b keh saktay hain k qeemat e khareed or qeemat e firokht k darmiyan ka jo farq hota hay usko hum spread kehty hain. For ecample agar EURUSD ki BUY price 1.18030 hy or SELL price 1.18020 hy tu in dono k darmiyan 0.0001 yani 1.0 pip ka faraq spread kehlata hy.
    Please ap logo b apni raai zaror share karain taa keh newbies ziyada se ziyada educate ho forex k baray may.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap ny bahot acha thread post kia hy spread k baary mein aur ap ny spread ko kafi acha define kiya hy isky elawa spread ko ham youn bhi define kr skty hain k broker ki taraf sy di gyi prices k difference ya phir youn kahein k broker k commision ko bhi spread kaha jata hy
    • #3 Collapse

      Broker jo commission charge karta hai osko spread kaha jata hai yani jo extra pips humare trade lagane k time par hum say wasol ke jate hai wo spread hote hai ab different broker mukhtalif kisam k spread charge karte hai koi zyada charge karta hai aor koi kam koi fixed based par allows karta hai aor koi floating based par.
      Zuhaib9988 Trading journal
      https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: educators پيغام ديکھيے
        Asal may Bid price or Ask price k darmiyam ka jo faraq hota hay usko spread kehtay hain ya phr hum yun b keh saktay hain k qeemat e khareed or qeemat e firokht k darmiyan ka jo farq hota hay usko hum spread kehty hain. For ecample agar EURUSD ki BUY price 1.18030 hy or SELL price 1.18020 hy tu in dono k darmiyan 0.0001 yani 1.0 pip ka faraq spread kehlata hy.
        Please ap logo b apni raai zaror share karain taa keh newbies ziyada se ziyada educate ho forex k baray may.
        Separate usko Kehte Hain Jo hamari trade negative Abid or ask ke Darmiyaan farak hota hai usko sacred Kaha jata hai kuch commodities aur currencies Mein yes period Jyada hoti hai aur kuch mein kam hoti hai aur kuch me too same bhi Hoti Hai jispe brokerage Commission late Hain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Brother aap nay bilkul sahi kaha hay spread qeemat e khareed aur qeemat e farookhat main farq ko kehtay hein ye broker ka khalis profit ya commission kehlata hay wo ham say immidiate hi wasool kar kayta hay chahay ham trading open karty sath hi close kar dain to wo spread ki shakal main hams e wasooli kar layta hay..
          THKS
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: educators پيغام ديکھيے
            Asal may Bid price or Ask price k darmiyam ka jo faraq hota hay usko spread kehtay hain ya phr hum yun b keh saktay hain k qeemat e khareed or qeemat e firokht k darmiyan ka jo farq hota hay usko hum spread kehty hain. For ecample agar EURUSD ki BUY price 1.18030 hy or SELL price 1.18020 hy tu in dono k darmiyan 0.0001 yani 1.0 pip ka faraq spread kehlata hy.
            Please ap logo b apni raai zaror share karain taa keh newbies ziyada se ziyada educate ho forex k baray may.
            Market mein jo moment ho rahe hoti hai aur haan baby do aur ask ka difference hota hai usko spread kehte hain
            • #7 Collapse

              Dear forex member aap sub logon ne bahut achi baatain ki hain aur mein bhi yehi kahun ga kay buying price aur selling price kar darmiyan jo difference hota hai ussay spread kehtay hain aur yeh paisa broker ka commission hota hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                dear haaar kaaam main kisi b kaaam main har kisi ka koi na koi profit hota hain jis tara hum koi b trade lete hain tu hum pher usi trade main jo brokar apna profit leta hain usko hum spread kehte hain matlb k agr hum koi chez buy kar lete hain tu jaaab tak sell ki price haamare tp ko touch nhe kare gi tab tak hum profit nhe le skte hain is sell and buy price k darmiyan jo gap hota hain prices ka vo speard hota hain

                اب آن لائن

                Working...
                X