Our owne stragty is better then robots...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Our owne stragty is better then robots...
    Friends trading men bahot log khaas kr jo new log hote hain jinne trading ka experence ni hota hai wo ye smajhte hain k robots se trading bahot profitable hoti hai but friends mera khayel hai k hamara khud ka experence aur stragty robots trading se kahen ziada behtar hai ...aap ka kia khayel hai..,?
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee han aap ne sai kaha hay asal main robot se trading tab faida daiti hay jab hamry pass boht bara capital ho to ham ek acha rebot purchase kar kay sakoon se automatic trading ka maza lay sakty hein magar hamar to capital hi ijazat nai daita kay ham boht ziyada loss bardasht kar sakin is liye repot ki soch hi fazool hay..
    THKS
    • #3 Collapse

      Good hai waisay hamari apni strategy waqiay best hai. Kiun kay trading robots hamesha tune karnay partay hain. Kiun kay robot tab tak kam karta hai jab tak market conditions achi hoti hai. Market apna behavior jab change karti hai to robot fail ho jatay hain. Is liay bonus account per trading small lot kay sat slow slow karni chiay .
      • #4 Collapse

        Gee bhai aap ne bahut achi baat ki hai aur mein bhi yehi kahun ga kay robit khud se tou koi kaam nahin karta aur aap hi uss ko kuch na kuch input detay hain aur woh aap ki input pay hi kaam karta hai aur iss tarah aap ko experience na hota trading ka
        • #5 Collapse

          Dear main apki baat sy completely agreed hon k hr woh trader jo apni strategy sy trading krta hy wo kabhi nakami ka shikaar nhi ho skta keun k jo trader apni strategy sy trading krta hy uska confidence aur experience dono improve hoty hain aur agr kabhi kabhar thora bahot loss ho bhi jaye to us sy preshan nhi hona chahiey balky patience aur confidence k saath trading krty rehna chahiey
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
            Friends trading men bahot log khaas kr jo new log hote hain jinne trading ka experence ni hota hai wo ye smajhte hain k robots se trading bahot profitable hoti hai but friends mera khayel hai k hamara khud ka experence aur stragty robots trading se kahen ziada behtar hai ...aap ka kia khayel hai..,?
            Yeh Baat aapki bilkul theek hai mai aap ki baat se hundred percent agree karta hoon Hamari Khud ki Banai Hui strategy bahut acchi hoti hai aur Jab Hum Khud usse strategy banate hain aur Agar Hame uspe loss bhi ho jaye to Hame usse learn Karne Ko Milta Hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL

            اب آن لائن

            Working...
            X