importance of elections

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    importance of elections
    Pyary members ek swal hy aj k kya kisi mulk k elections forex market py asar andaz hoty hn? Agar hoty hn to kya sirf us mulk k cruncy pair py ya overall market py??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear jab kissi country men elections honge aur agar iske hallat pehle ziada better hote hain ya kharab hote hain to uss country ki economic position bhi uss se motasir hoti hai jiski waja se uski crunncy pr mosbit ya manfi asraat moratab hote hai, but jo countreis taraqi yafta hain agar unki crunncy motasir hogi to tab hi forex pe asar parre ga.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Brother mera nai khayal kay amrika kay elawa koi mulk ho jis kay elections ka asar market par direct parta ho sirf america main jab bhi election hote hein to us time market main boht ziyada variation ho ti hay jis se kisi ko nuqsaaan to kisi ko faida hota hay apni apni strategies kay mutabiq..
      THKS
      • #4 Collapse

        Dear jab bhi election hotay hain to country ki situation unstable hoti hai. Is waja say currency per bot he bura impact parta hai. Kiun kay unfavorable condition hoti hai. Jis waja say market main bot zada taizi a jati hai. Or paisa kamana bota hi mushkil ho jata hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Dear pakistan mein election hoon tou iss ka pakistan ki aconomy per tou asar par sakta hai lakin pakistan ki economy forex per asar andaz nahin ho sakti haan aisa koi issue america mein ho tou uss ka asar forex per hota hai

          اب آن لائن

          Working...
          X